56.
Fighting for the Cause of Allah (Jihaad)
٥٦-
كتاب الجهاد والسير


22
Chapter: Paradise is under the blades of swords

٢٢
باب الْجَنَّةُ تَحْتَ بَارِقَةِ السُّيُوفِ

NameFameRank
‘abd al-lah bn abī awfá Abdullah ibn Abi Awfa Al-Aslami Companion
sālimin abī al-naḍr Salem bin Abi Umayyah Al-Qurashi Trustworthy, Established
mūsá bn ‘qbh Musa ibn 'Uqba al-Qurashi Trustworthy jurist, Imam in Maghazi (Prophet's expeditions)
abū isḥāq Ibrahim ibn Muhammad al-Fazari Imam, Trustworthy, Hadith Preserver
mūsá bn ‘qbh Musa ibn 'Uqba al-Qurashi Trustworthy jurist, Imam in Maghazi (Prophet's expeditions)
ibn abī al-zinād Abdur Rahman ibn Abi al-Zinad al-Qurashi He was a jurist and trustworthy. His memory was affected when he moved to Baghdad.
mu‘āwiyah bn ‘amrw Mu'awiya ibn 'Amr al-Azdi Trustworthy
al-uwaysī Abd al-Aziz ibn Abd Allah al-Awaisi Thiqah
‘abd al-lah bn muḥammadin Abdullah bin Muhammad Al-Ja'fi Trustworthy Haafiz

Sahih al-Bukhari 2818

Abdullah bin Abi Aufa (رضي الله تعالى عنه) narrated that Allah’s Apostle (صلى الله عليه وآله وسلم) said, ‘know that Paradise is under the shades of swords.’

ہم سے عبداللہ بن محمد نے بیان کیا ‘ انہوں نے کہا ہم سے معاویہ بن عمرو نے بیان کیا ‘ انہوں نے کہا ہم سے ابواسحاق نے بیان کیا موسیٰ بن عقبہ سے ‘ ان سے عمر بن عبیداللہ کے مولیٰ سالم ابوالنضر نے سالم عمر بن عبیداللہ کے کاتب بھی تھے بیان کیا کہ عبداللہ بن ابی اوفی رضی اللہ عنہ نے عمر بن عبیداللہ کو لکھا تھا کہ رسول اللہ ﷺ نے فرمایا ہے یقین جانو جنت تلواروں کے سائے کے نیچے ہے۔ اس روایت کی متابعت اویسی نے ابن ابی الزناد کے واسطہ سے کی ان سے موسیٰ بن عقبہ نے بیان کیا۔

hum se abdullah bin yusuf ne bayan kiya, kaha ke mujh se laith ne bayan kiya, kaha hum se yahya bin sa'id ansari ne bayan kiya, un se muhammad bin yahya bin hubaan ne aur un se ans bin malik razi Allah anhu ne aur un se un ki khala umme haram bint mulhan razi Allah anha ne bayan kiya ke ek din nabi kareem (صلى الله عليه وآله وسلم) mere qareeb hi so gaye. phir jab aap (صلى الله عليه وآله وسلم) bedaar hue to muskuraye rahe the, main arz kiya ke aap kis baat par hans rahe hain? farmaya meri ummat ke kuchh log mere samne pesh kiye gaye jo ghazwa karne ke liye us behte darya par sawar ho kar ja rahe the jaise badshah takht par chadhte hain. main ne arz kiya phir aap mere liye bhi dua kar dijiye ke Allah ta'ala mujhe bhi unhi mein se bana de. aap (صلى الله عليه وآله وسلم) ne un ke liye dua farmayi. phir dobara aap (صلى الله عليه وآله وسلم) so gaye aur pehle hi ki tarah is martaba bhi kiya (bedaar hote hue muskuraye) umme haram razi Allah anha ne pehle hi ki tarah is martaba bhi arz kiya aur aap (صلى الله عليه وآله وسلم) ne wahi jawab diya. umme haram razi Allah anha ne arz kiya aap dua kar dein ke Allah ta'ala mujhe bhi unhi mein se bana de to aap (صلى الله عليه وآله وسلم) ne farmaya tum sab se pehle lashkar ke saath ho gi chunaanche woh apne shohar abdullah bin samit razi Allah anhu ke saath musalmano ke sab se pehle bahri beray mein shamil hui'n mu'awiya razi Allah anhu ke zamanay mein ghazwa se lautte waqt jab sham ke saahil par lashkar utra to umme haram razi Allah anha ke qareeb ek sawari laayi gayi taakeh us par sawar ho jaye'n lekin janwar ne unhein gira diya aur usi mein un ka inteqal ho gaya.

حَدَّثَنَا عَبْدُ اللَّهِ بْنُ مُحَمَّدٍ ، حَدَّثَنَا مُعَاوِيَةُ بْنُ عَمْرٍو ، حَدَّثَنَا أَبُو إِسْحَاقَ ، عَنْ مُوسَى بْنِ عُقْبَةَ ، عَنْ سَالِمٍ أَبِي النَّضْرِ مَوْلَى عُمَرَ بْنِ عُبَيْدِ اللَّهِ وَكَانَ كَاتِبَهُ ، قَالَ : كَتَبَ إِلَيْهِ عَبْدُ اللَّهِ بْنُ أَبِي أَوْفَى رَضِيَ اللَّهُ عَنْهُمَا أَنَّ رَسُولَ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ ، قَالَ : وَاعْلَمُوا أَنَّ الْجَنَّةَ تَحْتَ ظِلَالِ السُّيُوفِ ، تَابَعَهُ الْأُوَيْسِيُّ ، عَنْ ابْنِ أَبِي الزِّنَادِ ، عَنْ مُوسَى بْنِ عُقْبَةَ .