5.
The Book of Fasting
٥-
كِتَابُ الصِّيَامِ
1342.
1342.
Sahih Ibn Khuzaymah 1948
Imam Abu Bakr (may Allah have mercy on him) narrates that in the narration of Sayyidah Aisha (may Allah be pleased with her), these words appear: "Indeed, we ourselves are hungry, we have nothing to eat." This is in the narration of Umar bin Harith and in the narration of Abdur Rahman bin Harith: "We do not even have dinner." And in the narration of Sayyiduna Abu Hurairah (may Allah be pleased with him): "There is no one more needy and destitute between the two rocky terrains of Madinah than us."
امام بو بکر رحمه الله فرماتے ہیں کہ سیدہ عا ئشہ رضی اللہ عنہا کی روایت میں یہ الفا ظ آئے ہیں کہ ”بیشک ہم خود بھوکے ہیں، ہمارے پاس کھانے کو کچھ نہیں ہے۔“ یہ بات عمر بن حارث کی روایت میں ہے اور عبدالرحمٰن بن حارث کی روایت میں ہے۔ ”ہمارے پاس رات کا کھانا بھی نہیں ہے۔“ اور سیدنا ابوہریرہ رضی اللہ عنہ کی روایت میں ہے۔ ”مدینہ منوّرہ کے دو پتھر یلے علاقوں کے درمیان ہم سے زیادہ محتاج اور تنگ دست کوئی نہیں ہے۔“
Imaam Abu Bakr rehmatullah alaih farmate hain ke Sayyidah Ayesha radi Allahu anha ki riwayat mein yeh alfaz aaye hain ke “beshak hum khud bhooke hain, hamare pass khane ko kuchh nahin hai.” Yeh baat Umar bin Harith ki riwayat mein hai aur Abdur Rahman bin Harith ki riwayat mein hai. “Hamare pass raat ka khana bhi nahin hai.” Aur Sayyiduna Abu Hurairah radi Allahu anhu ki riwayat mein hai. “Madinah Munawwarah ke do pathrile ilaqon ke darmiyan hum se ziyada mohtaj aur tang dast koi nahin hai.”