5.
The Book of Fasting
٥-
كِتَابُ الصِّيَامِ
1488.
1488.
Sahih Ibn Khuzaymah 2165
Imam Abu Bakr (may Allah be pleased with him) said that the hadiths of the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) in which he forbade fasting on Friday alone, unless it is preceded by a fast on Thursday or followed by a fast on Saturday, contain evidence that the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) permitted fasting on a weekday if it is joined with a fast on Thursday or Saturday.
امام ابوبکر رحمه الله فرماتے ہیں کہ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کی وہ احادیث جن میں آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے اکیلے جمعہ کے دن روزہ رکھنے سے منع فرمایا ہے الاّ یہ کہ جمعہ سے ایک دن پہلے یا ایک دن بعد میں بھی روزہ رکھا جائے تو ان احادیث میں اس بات کی دلیل موجود ہے کہ آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے ہفتے کے دن روزے کی اجازت دی ہے جبکہ اس سے پہلے جمعہ کے دن روزہ رکھا جائے یا اس سے ایک دن بعد (اتوار) کا روزہ رکھا جائے۔
Imam Abu Bakr rehmatullah farmate hain keh Nabi Kareem sallallahu alaihi wasallam ki woh ahadees jin mein aap sallallahu alaihi wasallam ne akele juma ke din roza rakhne se mana farmaya hai illa yeh keh juma se ek din pehle ya ek din baad mein bhi roza rakha jaye to in ahadees mein is baat ki daleel mojood hai keh aap sallallahu alaihi wasallam ne hafte ke din rozy ki ijazat di hai jabkeh is se pehle juma ke din roza rakha jaye ya is se ek din baad (itwar) ka roza rakha jaye.