6.
The Book of Charity (Zakat)
٦-
كِتَابُ الزَّكَاةِ
Chapter on the permission to give to the imam from alms someone who mentions a need and poverty, of which the imam knows nothing about, without asking about his situation, is he a poor needy or not?
بَابُ الرُّخْصَةِ فِي إِعْطَاءِ الْإِمَامِ مِنَ الصَّدَقَةِ مَنْ يَذْكُرُ حَاجَةً وَفَاقَةً لَا يَعْلَمُ الْإِمَامُ مِنْهُ خِلَافَهُ مِنْ غَيْرِ مَسْأَلَةٍ عَنْ حَالِهِ، أَهُوَ فَقِيرٌ مُحْتَاجٌ أُمْ لَا؟
Sahih Ibn Khuzaymah 2389
Imam Abu Bakr (may Allah have mercy on him) narrates, on the authority of Salamah ibn Sakhr (may Allah be pleased with him), that he (Salamah) informed the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) that he and his family had gone to sleep hungry the previous night, as they had no food for dinner. The Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) then sent him to the collector of Zakat of Banu Zuraiq to take their Zakat. This narration does not mention that the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) inquired about them from anyone else. This hadith proves that it is permissible to give the Zakat of an entire tribe to one person. It is not obligatory for the Imam to distribute the Zakat of each person separately. Nor is it obligatory to distribute each person's Zakat among all the existing categories of Zakat recipients, because the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) ordered Salamah ibn Sakhr (may Allah be pleased with him) to take the Zakat of all the people of Banu Zuraiq from their collector.
امام ابوبکر رحمه الله فرماتے ہیں کہ سیدنا سلمہ بن صخر رضی اللہ عنہ کی روایت میں ہے کہ انہوں نے نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کو بتایا کہ آج وہ سب گھر والے بھوکے سوئے ہیں ان کے پاس رات کا کھانا بھی نہیں تھا۔ اور پھر نبی صلی اللہ علیہ وسلم نے انہیں بنی زریق کی زکوٰۃ کے تحصیلدار کے پاس بھیجا تاکہ وہ زریق کی زکوٰۃ لے لیں۔ اس روایت میں یہ ذکر موجود نہیں ہے کہ آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے ان کے بارے میں کسی دوسرے شخص سے تحقیق کی تھی، اس حدیث میں اس بات کی دلیل بھی موجود ہے کہ پورے قبیلے کی زکوٰۃ ایک ہی شخص کو دے دینا جائز ہے امام کے لئے واجب نہیں کہ وہ ہر شخص کی زکوٰۃ تقسیم کرے۔ اور نہ یہ واجب ہے کہ ہر شخص کی زکوٰۃ مستحقین زکوٰۃ کی تمام موجود اقسام میں تقسیم کرے۔ کیونکہ بنی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے سیدنا سلمہ بن صخر رضی اللہ عنہ کو حُکم دیا تھا کہ وہ بنی زریق کے تما م افراد کی زکوٰۃ ان کے تحصیلدار سے لے لیں۔
Imam Abu Bakr rehmatullah alaih farmate hain ke Sayyiduna Salma bin Sakhr razi Allah anhu ki riwayat mein hai ke unhon ne Nabi Kareem sallallahu alaihi wasallam ko bataya ke aaj woh sab ghar wale bhooke soye hain un ke pass raat ka khana bhi nahi tha. Aur phir Nabi sallallahu alaihi wasallam ne unhen Bani Zuraiq ki zakat ke tahsildar ke pass bheja taake woh Zuraiq ki zakat le len. Iss riwayat mein yeh zikar mojood nahi hai ke aap sallallahu alaihi wasallam ne un ke baare mein kisi dusre shakhs se tehqeeq ki thi, iss hadees mein iss baat ki daleel bhi mojood hai ke poore qabile ki zakat ek hi shakhs ko dena jaiz hai Imam ke liye wajib nahi ke woh har shakhs ki zakat taqseem kare. Aur na yeh wajib hai ke har shakhs ki zakat mustahiqeen zakat ki tamam mojood aqsam mein taqseem kare. Kyunke Bani Kareem sallallahu alaihi wasallam ne Sayyiduna Salma bin Sakhr razi Allah anhu ko hukum diya tha ke woh Bani Zuraiq ke tamam afrad ki zakat un ke tahsildar se le len.