Hazrat Abu Zarah narrates that I entered the house of Hazrat Abu Hurairah. Hazrat Abu Hurairah asked for a utensil of water. When he washed his hands, he washed them up to the elbows. Then when he washed his feet, he washed them up to the shins. I asked, "What is this?" He replied, "This is for the increase of ornaments on the Day of Judgement."
حضرت ابو زرعہ فرماتے ہیں کہ میں حضرت ابوہریرہ کے ساتھ مروان کے گھر میں داخل ہوا، حضرت ابوہریرہ نے پانی کا برتن منگوایا، جب انھوں نے ہاتھ دھوئے تو کہنیوں سے آگے تک دھوئے، پھر جب پاؤں دھوئے تو پنڈلیوں تک دھوئے۔ میں نے پوچھا یہ کیا ہے ؟ فرمایا یہ قیامت کے دن زیورات کے اضافے کے لیے ہے۔
Hazrat Abu Zara farmate hain ke main Hazrat Abu Huraira ke sath Marwan ke ghar mein dakhil hua, Hazrat Abu Huraira ne pani ka bartan mangwaya, jab unhon ne hath dhoye to kahniyon se aage tak dhoye, phir jab paon dhoye to pindliyon tak dhoye. Maine poocha ye kya hai? Farmaya ye qayamat ke din zewarat ke izafe ke liye hai.
Hazrat Abu Zar'ah narrates that I went to Hazrat Abu Hurairah. He washed his hands up to the elbows and feet up to the shins during ablution. I said, "Isn't the prescribed amount by Allah sufficient for you?" He said, "Why not, but I heard the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) saying that a man's ornaments will reach in Paradise up to where the water of ablution reaches. So, I wish that my ornament may be increased."
حضرت ابو زرعہ فرماتے ہیں کہ میں حضرت ابوہریرہ کی خدمت میں حاضر ہوا، انھوں نے وضو کے دوران ہاتھوں کو کندھوں تک اور پاؤں کو گھٹنوں تک دھویا۔ میں نے کہا کہ آپ کے لیے اللہ تعالیٰ کی فرض کردہ مقدار کافی نہیں ؟ فرمانے لگے کیوں نہیں، لیکن میں نے رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کو فرماتے ہوئے سنا ہے کہ آدمی کے زیورات جنت میں وہاں تک پہنچیں گے جہاں تک وضو کا پانی پہنچتا ہے۔ پس میری چاہت ہے کہ میرے زیور میں اضافہ ہو۔
Hazrat Abu Zara farmate hain ke main Hazrat Abu Huraira ki khidmat mein hazir hua, unhon ne wazu ke doran hathon ko kandhon tak aur paon ko ghutnon tak dhoya. Maine kaha ke aap ke liye Allah taala ki farz kardah miqdar kafi nahin? Farmane lage kyun nahin, lekin maine Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ko farmate huye suna hai ke aadmi ke zewar jannat mein wahan tak pahunchenge jahan tak wazu ka pani pahunchta hai. Pas meri chahat hai ke mere zewar mein izafa ho.