Hazrat Ghazeefa bin Haris narrates: I asked Hazrat Ayesha, "Did the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) used to perform Ghusl e Janabat at the beginning of the night or at the end of the night?" She replied, "Sometimes at the beginning and sometimes at the end."
حضرت غضیف بن حارث کہتے ہیں کہ میں نے حضرت عائشہ سے پوچھا کہ نبی پاک (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) رات کے ابتدائی حصہ میں غسل جنابت فرماتے یا رات کے آخری حصہ میں ؟ انھوں نے فرمایا کہ کبھی ابتدائی حصہ میں اور کبھی آخری حصہ میں۔
Hazrat Ghazeef bin Haris kahtay hain keh maine Hazrat Aisha se poocha keh Nabi Pak (Sallallahu Alaihi Wasallam) raat ke ibtidai hissa mein ghusal janabat farmate ya raat ke aakhri hissa mein? Unhon ne farmaya keh kabhi ibtidai hissa mein aur kabhi aakhri hissa mein.
Hazrat Aisha narrates that when the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) was in need of any of his wives, you would fulfill that need and then he would go to sleep without touching water.
حضرت عائشہ فرماتی ہیں کہ جب رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کو اپنی کسی زوجہ سے حاجت ہوتی تو آپ اس حاجت کو پورا فرماتے اور پھر پانی کو چھوئے بغیر سو جاتے۔
Hazrat Ayesha farmati hain keh jab Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ko apni kisi zojah se hajat hoti to aap us hajat ko poora farmate aur phir pani ko chhue baghair so jate.
Hazrat Ibn Abbas narrated that there is no harm if a man wants to have intercourse with his wife again after having intercourse with her and delays the bath.
حضرت ابن عباس فرماتے ہیں کہ جب آدمی اپنی بیوی سے جماع کرے اور دوبارہ کرنا چاہے تو غسل کو مؤخر کرنے میں کوئی حرج نہیں۔
Hazrat Ibn Abbas farmate hain ke jab aadmi apni biwi se jima kare aur dobara karna chahe to ghusl ko mukhar karne mein koi harj nahi.