Hazrat Abdullah bin Harmalah narrates that a person performed ghusl (ritual bath) after sexual impurity but forgot to wash his head. He told me to ask Said bin Al-Musayyab about it. I asked him and he said that he should go and wash his head. I conveyed the matter to him and gave him the water utensil and he washed his head.
حضرت عبداللہ بن حرملہ فرماتے ہیں کہ ایک آدمی نے غسل جنابت کیا لیکن وہ اپنا سر دھونا بھول گیا۔ اس نے مجھے کہا کہ میں سعید بن المسیب سے مسئلہ پوچھوں۔ میں نے ان سے دریافت کیا تو انھوں نے فرمایا کہ وہ جا کر اپنا سر دھو لے۔ میں نے انھیں مسئلہ بتایا اور انھیں وضو کا برتن دیا اور انھوں نے اپنا سر دھویا۔
Hazrat Abdullah bin Harmalah farmate hain ki aik aadmi ne ghusl janabat kia lekin woh apna sar dhona bhool gaya. Usne mujhe kaha ki main Saeed bin al-Musayyab se masla poochon. Maine unse daryaft kia to unhon ne farmaya ki woh ja kar apna sar dho le. Maine unhen masla bataya aur unhen wazu ka bartan diya aur unhon ne apna sar dhoya.
Hazrat Zahri narrates that when Hazrat Abu Salama bin Abdur Rahman used to have intimate relations with his wife, he disliked the idea of people knowing about it. So, he would take a bath up to his neck, but he didn't like to wash his head because he thought people would guess from his wet hair. Then he would come to his family and say, "I have a headache." Then he would ask for a herb called 'Khatmi' and wash his head with it.
حضرت زہری فرماتے ہیں کہ حضرت ابو سلمہ بن عبد الرحمن جب اپنی زوجہ سے شرعی ملاقات فرماتے تو اس بات کو ناپسند خیال کرتے تھے کہ لوگوں کو اس کا علم ہو۔ چنانچہ وہ حلق تک غسل کرلیتے لیکن سر دھونا انھیں پسند نہ تھا کہ بال گیلے دیکھ کر لوگوں کو اندازہ ہوجائے گا۔ پھر وہ گھر والوں کے پاس آتے اور کہتے میرے سر میں درد ہے، پھر خطمی نامی بوٹی منگوا کر سر دھو لیتے۔
Hazrat Zahri farmate hain ke Hazrat Abu Salma bin Abdur Rahman jab apni zojah se sharai mulaqat farmate to is baat ko napasand khayaal karte the ke logon ko iska ilm ho. Chunancha woh halq tak ghusl karlete lekin sar dhona unhen pasand na tha ke baal gile dekh kar logon ko andaza hojaega. Phir woh ghar walon ke paas aate aur kahte mere sar mein dard hai, phir khitmi nami booti mangwa kar sar dho lete.