Hazrat Ibn Abbas said that if a man has an erotic dream but does not see any discharge, then ghusl (ritual bath) is not necessary. However, if he does not remember having an erotic dream but sees a discharge, then ghusl is compulsory.
حضرت ابن عباس فرماتے ہیں کہ اگر احتلام ہو لیکن تری نظر نہ آئے تو غسل لازم نہیں لیکن اگر احتلام یاد نہیں لیکن تری نظر آئے تو غسل واجب ہے۔
Hazrat Ibn Abbas farmate hain keh agar ehtelam ho lekin tari nazar na aaye to ghusl lazim nahi lekin agar ehtelam yaad nahi lekin tari nazar aaye to ghusl wajib hai
Hazrat Abu Hamza narrates that once I was riding my mount in a state between sleep and wakefulness when I felt a discharge of semen. I immediately restrained myself, but a small amount of fluid had already come out, moistening the root of my thigh. Nothing else happened after that. I asked Hazrat Ibn Abbas about this, and he said, "Wash your private part and the place where you felt the wetness." He did not instruct me to perform Ghusl (ritual bath).
حضرت ابو حمزہ فرماتے ہیں کہ ایک مرتبہ میں اپنی سواری پر نیند اور بیداری کی درمیانی کیفیت میں جا رہا تھا کہ مجھے شہوت محسوس ہوئی، میں نے اپنے نفس کو جھٹلایا تو مجھ سے تھوڑا سا پانی نکلا جس سے میری ران کی جڑ تر ہوگئی اور اس کے علاوہ کچھ نہ تھا۔ میں نے اس بارے میں حضرت ابن عباس سے سوال کیا تو انھوں نے فرمایا کہ اپنے آلہ تناسل اور جہاں تری محسوس ہو اس جگہ کو دھو لو۔ انھوں نے مجھے غسل کا حکم نہ دیا۔
Hazrat Abu Hamza farmate hain ke aik martaba main apni sawari per neend aur bedari ki darmiyani kefiyat mein ja raha tha ke mujhe shahwat mehsoos hui, main ne apne nafs ko jhatlaya to mujh se thoda sa pani nikla jis se meri ran ki jadh tar hogayi aur is ke ilawa kuchh na tha. Main ne is bare mein Hazrat Ibn Abbas se sawal kiya to unhon ne farmaya ke apne aala tanasul aur jahan teri mehsoos ho us jagah ko dho lo. Unhon ne mujhe ghusl ka hukm na diya.
Prophet Abraham (Hazrat Ibrahim) said that if someone sees in a dream that he has ejaculated, but does not find any wetness (semen) upon waking up, then Ghusl (ritual bath) is not obligatory (Wajib) for him.
حضرت ابراہیم فرماتے ہیں کہ اگر کوئی شخص خواب میں دیکھے کہ اس نے جماع کیا ہے لیکن بیداری کے بعد تری محسوس نہ ہو تو غسل لازم نہیں۔
Hazrat Ibrahim farmate hain keh agar koi shakhs khwab mein dekhe keh usne jima kia hai lekin bedari ke baad tari mehsoos na ho to ghusl lazim nahi.
It was asked of Ibn Umar regarding a person who sees wetness after waking up from sleep, so he said, "If that were to happen to me, I would perform Ghusl (ritual bath)."
حضرت ابن عمر سے اس شخص کے بارے میں سوال کیا گیا جو نیند سے بیدار ہو کر تری دیکھے تو فرمایا کہ اگر یہ واقعہ میرے ساتھ ہو تو میں غسل کروں گا۔
Hazrat Ibn Umar se iss shakhs ke baare mein sawal kiya gaya jo neend se bedaar ho kar ihtilam dekhe to farmaya keh agar yeh waqea mere saath ho to mein ghusl karunga.
Sha'bah said: I asked Hakam and Hammad about a person who sees wetness after waking up. Hakam said: He should not perform Ghusl. Hammad said: If he remembers having an erotic dream, then he should perform Ghusl.
حضرت شعبہ کہتے ہیں کہ میں نے حضرت حکم اور حماد سے اس شخص کے بارے میں سوال کیا جو بیدار ہو کر تری دیکھے۔ تو حضرت حکم نے فرمایا وہ غسل نہ کرے۔ حضرت حماد نے فرمایا اگر اسے احتلام یاد ہو تو غسل کرے۔
Hazrat Shuba kehte hain ki maine Hazrat Hukam aur Hammad se iss shakhs ke baare mein sawal kiya jo bedaar ho kar tari dekhe. To Hazrat Hukam ne farmaya woh gusal na kare. Hazrat Hammad ne farmaya agar use ehtelam yaad ho to gusal kare.
It was asked from Hazrat Hammad about the man who sees wetness on his private part in the morning, he said if he remembers having a wet dream then he should perform ghusl and if he doesn't remember then ghusl isn't obligatory. Hazrat Qatadah said if water came out with a jerk then he should perform ghusl. I asked Qatadah how would he know? He said he would know by smelling it. Hazrat Hukam said he won't perform ghusl.
حضرت حماد سے اس شخص کے بارے میں سوال کیا گیا جو صبح اپنے آلہء تناسل پر تری دیکھے تو فرمایا کہ اگر احتلام یاد ہو تو غسل کرے اور اگر یاد نہ ہو تو غسل لازم نہیں۔ حضرت قتادہ فرماتے ہیں کہ اگر پانی جھٹکے سے نکلا ہے تو غسل کرے۔ میں نے قتادہ سے پوچھا کہ اسے کیسے معلوم ہوگا ؟ فرمایا وہ سونگھ کر پتہ چلا سکتا ہے۔ حضرت حکم فرماتے ہیں کہ وہ غسل نہیں کرے گا۔
Hazrat Hammad se iss shakhs ke baare mein sawal kiya gaya jo subah apne aala e tanaasul par tari dekhe to farmaya keh agar ehtelam yaad ho to ghusl kare aur agar yaad na ho to ghusl lazim nahin. Hazrat Qatada farmate hain keh agar pani jhatke se nikla hai to ghusl kare. Maine Qatada se poocha keh use kaise maloom hoga? Farmaya woh soong kar pata chala sakta hai. Hazrat Hukam farmate hain keh woh ghusl nahin kare ga.
Hazrat Aisha narrates that The Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said, "When one of you wakes up from sleep and sees wetness (discharge), then he should perform Ghusl (ritual bath) whether he remembers a wet dream or not. And if he remembers a wet dream but does not see any wetness, then Ghusl is not obligatory upon him."
حضرت عائشہ فرماتی ہیں کہ نبی پاک (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا کہ جب تم میں سے کوئی بیدار ہونے کے بعد تری دیکھے، اگر اسے احتلام یاد نہ بھی ہو تو غسل کرے اور اگر احتلام یاد ہو لیکن تری نہ دیکھے تو اس پر غسل لازم نہیں۔
Hazrat Ayesha farmati hain keh Nabi Pak (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya keh jab tum mein se koi bedar hone ke baad tari dekhe, agar use ihtilam yaad na bhi ho to ghusal kare aur agar ihtilam yaad ho lekin tari na dekhe to us par ghusal lazim nahi.