Hazrat Ibn Sireen narrates that when I asked Hazrat Ubaidah about the interpretation of this verse, he pointed with his hand, which I understood and I did not ask the question.
حضرت ابن سیرین فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت عبیدہ سے اس آیت کے بارے میں سوال کیا تو انھوں نے ہاتھ سے اشارہ کیا جسے میں سمجھ گیا اور میں نے سوال نہ کیا۔
Hazrat Ibn Sireen farmate hain keh main ne Hazrat Ubaidah se is aayat ke bare mein sawal kiya to unhon ne hath se ishara kiya jise main samajh gaya aur main ne sawal na kiya
Hazrat Saeed bin Jubair narrates that I and some Arabs had a difference of opinion regarding the meaning of "touch". I and some non-Arab Muslims used to say that it refers to any act less than sexual intercourse, while the Arabs used to say that it refers to sexual intercourse. We went to Hazrat Ibn Abbas for a decision, and he said that the Arabs have prevailed, and it refers to sexual intercourse.
حضرت سعید بن جبیر فرماتے ہیں کہ میرا اور کچھ عربوں کا لمس کے بارے میں اختلاف ہوگیا۔ میں اور کچھ موالی کہتے تھے کہ اس سے مراد جماع سے کم کوئی عمل ہے جبکہ اہل عرب کہتے تھے کہ اس سے مراد جماع ہے۔ ہم فیصلے کے لیے حضرت ابن عباس کے پاس حاضر ہوئے تو انھوں نے فرمایا کہ عرب غالب آگئے اس سے جماع مراد ہے۔
Hazrat Saeed bin Jubair farmate hain ke mera aur kuch arabon ka lams ke bare mein ikhtilaf hogaya. Mein aur kuch mawali kehte the ke is se murad jima se kam koi amal hai jabke ahl arab kehte the ke is se murad jima hai. Hum faisle ke liye Hazrat Ibn Abbas ke paas hazir hue to unhon ne farmaya ke arab ghalib agaye is se jima murad hai.
Hazrat Ibn Abbas states that the words 'lams' (touching), 'mass' (touching) and 'mubasharat' (intimacy) are understood to mean sexual intercourse, but Allah Almighty can use any word as a metaphor for anything He wishes.
حضرت ابن عباس فرماتے ہیں کہ لفظ لمس، لفظ مسّ اور لفظ مباشرت سے جماع مراد لیا جاتا ہے لیکن اللہ تعالیٰ جس چیز کو چاہیں جس چیز کے لیے کنایہ لے سکتے ہیں۔
Hazrat Ibn Abbas farmate hain keh lafz lams, lafz mass aur lafz mubaashrat se jima muraad liya jata hai lekin Allah ta'ala jis cheez ko chahein jis cheez ke liye kinaya le sakte hain.