Hazrat Ismail bin Salem narrates that Hazrat Mujahid and some of his companions, including Hazrat Abdullah bin Abi Lubabah, were going for Hajj. Hazrat Abdullah used to lead them in prayer. One day he went to relieve himself and took a long time. When he came back, Hazrat Mujahid asked him, "Why were you so late?" He replied, "I relieved myself, then performed ablution and wiped over my socks." Hazrat Mujahid said, "Let's move on and you lead the prayer. I don't know what is sufficient for your prayer (washing or wiping)."
حضرت اسماعیل بن سالم فرماتے ہیں کہ حضرت مجاہد اور ان کے کچھ ساتھی جن میں حضرت عبداہ بن ابی لبابہ بھی تھے۔ وہ حج کے ارادے سے جا رہے تھے۔ حضرت عبدہ انھیں نماز پڑھایا کرتے تھے۔ ایک دن وہ رفع حاجت کے لیے گئے، اور بہت دیر کردی۔ جب وہ آئے تو حضرت مجاہد نے ان سے کہا کہ تم نے دیر کیوں کی ؟ وہ کہنے لگے کہ میں نے رفع حاجت کی، پھر میں نے وضو کیا اور موزوں پر مسح کیا۔ حضرت مجاہد نے فرمایا چلو آگے بڑھو اور نماز پڑھاؤ میں نہیں جانتا کہ تمہاری نماز کے لیے کیا چیز کافی ہے (دھونا یا مسح کرنا ؟ )
Hazrat Ismail bin Salem farmate hain keh Hazrat Mujahid aur un ke kuch sathi jin mein Hazrat Abdah bin Abi Lubabah bhi thay woh Hajj ke irade se ja rahe thay Hazrat Abdah unhen namaz parhaya karte thay aik din woh rafa hajat ke liye gaye aur bahut der kardi jab woh aaye to Hazrat Mujahid ne un se kaha keh tum ne der kyon ki woh kehne lage keh main ne rafa hajat ki phir main ne wuzu kiya aur mozon par masah kiya Hazrat Mujahid ne farmaya chalo aage barho aur namaz parhao main nahin janta keh tumhari namaz ke liye kya cheez kafi hai dhoona ya masah karna
Hazrat Qasim states that Hazrat Saeed bin Jubair saw me rubbing oil on my two white socks. They said to me, "Why are you ruining your socks?"
حضرت قاسم فرماتے ہیں کہ حضرت سعید بن جبیر نے مجھے دیکھا کہ میں اپنے دو سفید موزوں پر مسح کررہا تھا۔ انھوں نے مجھ سے فرمایا کہ تم اپنے موزے کیوں خراب کر رہے ہو ؟
Hazrat Qasim farmate hain ke Hazrat Saeed bin Jubair ne mujhe dekha ke main apne do sufaid mozon par masah kar raha tha. Unhon ne mujh se farmaya ke tum apne moze kyon kharab kar rahe ho?
Hazrat Fatr said, I said to Hazrat Ata, Ukarma said that Hazrat Ibn Abbas said that the Book of Allah (Quran) is before the chapters (were revealed). Hazrat Ata said, Ukarma is lying. I have seen Hazrat Ibn Abbas doing Tafsir with chapters (revealed order).
حضرت فطر کہتے ہیں کہ میں نے حضرت عطاء سے کہا کہ عکرمہ کہتے ہیں کہ حضرت ابن عباس فرماتے ہیں کہ کتاب اللہ موزوں سے پہلے ہے۔ حضرت عطاء نے کہا حضرت عکرمہ جھوٹ بولتے ہیں میں نے حضرت ابن عباس کو موزوں پر مسح کرتے دیکھا ہے۔
Hazrat Fitr kehte hain ke maine Hazrat Ata se kaha ke Akarma kehte hain ke Hazrat Ibn Abbas farmate hain ke kitab Allah mozon se pehle hai. Hazrat Ata ne kaha Hazrat Akarma jhoot bolte hain maine Hazrat Ibn Abbas ko mozon par masah karte dekha hai.
Hazrat Mughira bin Shuba narrated that I saw the Messenger of Allah (ﷺ) urinating, then performing ablution. Then he wiped over his socks, putting his right hand on his right sock and his left hand on his left sock, then wiped over them once upwards. It is as if the marks of his fingers on his socks are still before my eyes.
حضرت مغیرہ بن شعبہ فرماتے ہیں کہ میں نے رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کو دیکھا کہ آپ نے پیشاب کیا، پھر وضو فرمایا، پھر موزوں پر اس طرح مسح کیا کہ دائیں ہاتھ کو دائیں موزے پر اور بائیں ہاتھ کو بائیں موزے پر رکھا پھر اوپر کی طرف ایک مرتبہ مسح کیا گویا کہ آپ کے موزے پر انگلیوں کے نشانات اب بھی میرے سامنے ہیں۔
Hazrat Mughira bin Shuba farmate hain ke maine Rasool Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ko dekha ke aap ne peshab kiya, phir wuzu farmaya, phir mozon par is tarah masah kiya ke daen hath ko daen moze par aur baen hath ko baen moze par rakha phir upar ki taraf ek martaba masah kiya goya ke aap ke moze par ungliyon ke nishanat ab bhi mere samne hain.