Hazrat Ali Al-Azdi narrates, "I saw Hazrat Abdullah bin Umar at a funeral. You lifted him from all four sides of the cot and offered the right shoulder first, then moved away from there and separated. Stayed close, didn't go too far."
حضرت علی الازدی فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت عبداللہ بن عمر کو جنازہ میں دیکھا آپ نے چارپائی کے چاروں طرف سے اٹھایا اور داہنی جانب پہلے کندھا دیا پھر وہاں سے ہٹ کر الگ ہوگئے۔ قریب رہے زیادہ دور نہ گئے۔
Hazrat Ali Alazdi farmate hain keh maine Hazrat Abdullah bin Umar ko janaze mein dekha aap ne charpai ke chaaron taraf se uthaya aur dahini janib pehle kandha diya phir wahan se hat kar alag hogaye qareeb rahe ziada door na gaye.
Hazrat Abdullah bin Abbas narrates that if you have the ability and power, then start from the right side (legs) of the bed, then get closer to the bed, otherwise get closer to it.
حضرت عبداللہ بن عباس ارشاد فرماتے ہیں اگر استطاعت اور قدرت ہو تو چارپائی کے داہنی جانب (کے پائیوں) سے ابتداء کرے، پھر چارپائی کے قریب ہوجائے، وگرنہ اس کے قریب ہوجا۔
Hazrat Abdullah bin Abbas irshad farmate hain agar istata'at aur qudrat ho to charpai ke dahini janib (ke paiyon) se ibtida kare, phir charpai ke qareeb hojae, warna is ke qareeb hoja.
Hazrat Jafar bin Ayyas narrates: "I saw Hazrat Hassan following a bier and lifting it. You placed its four legs on your left shoulder, then turned and placed the front part of the bier on your right shoulder. Then, you came back and placed the rear part of the bier on your right shoulder, then turned again and placed the rear part of the bier on your left shoulder, then you left it (for others)."
حضرت جعفر بن ایاس فرماتے ہیں کہ میں حضرت حسن کو ایک جنازے کے پیچھے اس کو اٹھا کر جاتے دیکھا، آپ نے چار پائی اپنے بائیں کندھے پر رکھا، پھر پلٹے اور چارپائی کے اگلے حصہ کو اپنی داہنی کندھا پر رکھا، پھر پیچھے آئے اور چارپائی کے پچھلے حصے کو داہنی کندھا پر رکھا پھر دوبارہ پلٹے اور چارپائی کے پچھلے حصہ کو بائیں کندھے پر رکھا پھر اس کو (دوسروں کیلئے) چھوڑ دیا۔
Hazrat Jaffar bin Ayyas farmate hain keh main Hazrat Hassan ko aik janaze ke peeche us ko utha kar jate dekha, aap ne charpai apne bayen kandhe par rakha, phir palte aur charpai ke agle hissa ko apni dayen kandha par rakha, phir peeche aaye aur charpai ke pichle hissa ko dayen kandha par rakha phir dobara palte aur charpai ke pichle hissa ko bayen kandhe par rakha phir us ko (dusron ke liye) chhor diya.