Hazrat Haris narrated that when a person arrives at the funeral prayer while the Imam has already recited some Takbeers, then he should not recite Takbeer immediately but wait for the Imam's Takbeer (and then join the prayer).
حضرت حارث فرماتے ہیں جب آدمی نماز جنازہ میں اس وقت پہنچے جب امام کچھ تکبیریں کہہ چکا ہو تو وہ فورا تکبیر نہ کہے بلکہ امام کی تکبیر کا انتظار کرے (پھر نماز میں داخل ہو) ۔
Hazrat Haris farmate hain jab aadmi namaz janaza mein us waqt pahunche jab imam kuch takbirein keh chuka ho to wo foran takbeer na kahe balke imam ki takbeer ka intezar kare (phir namaz mein dakhil ho).
Hazrat Hassan (may Allah be pleased with him) said that if a person arrives for a funeral prayer while people are already performing it, they should say the Takbir (Allahu Akbar) and join them (without waiting for the Imam's Takbir).
حضرت حسن فرماتے ہیں کہ کوئی شخص نماز جنازہ کے لیے آئے اور لوگ نماز جنازہ ادا کر رہے ہوں تو وہ بھی تکبیر کہہ کر ان کے ساتھ شامل ہوجائے، (امام کی تکبیر کا انتظار نہ کرے) ۔
Hazrat Hassan farmate hain ke koi shakhs namaz janaza ke liye aaye aur log namaz janaza ada kar rahe hon to wo bhi takbeer keh kar un ke sath shamil hojaaye, (imam ki takbeer ka intezar na kare).