Hazrat Hassan says that there is no harm in bathing a person in an open place. But bathing a dead person in this way is considered undesirable.
حضرت حسن فرماتے ہیں کہ آدمی کو کھلی جگہ میں غسل دینے میں کوئی حرج نہیں ہے۔ لیکن میت کو اس طرح غسل دینے کو ناپسند سمجھا گیا ہے۔
Hazrat Hassan farmate hain ke aadmi ko khuli jaga mein ghusal dene mein koi harj nahin hai. Lekin mayyat ko iss tarah ghusal dene ko napasand samjha gaya hai.
It is narrated on the authority of Abdullah ibn Harith that Hazrat Ali gave you (may peace and blessings of Allah be upon him) a bath, your shirt was on you (may peace and blessings of Allah be upon him) and Hazrat Ali had a piece of cloth in his hand, he was giving you a bath with it, Hazrat Ali was putting his hand under the shirt and giving you a bath, even then the shirt was on your body.
حضرت عبداللہ بن حارث سے مروی ہے کہ حضرت علی نے آپ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کو غسل دیا، آپ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کے اوپر آپ کی قمیص تھی اور حضرت علی کے ہاتھ میں کپڑے کا ایک ٹکڑا تھا اس کے ساتھ غسل دے رہے تھے، حضرت علی اپنا ہاتھ قمیص کے نیچے لے جا کر آپ کو غسل دے رہے تھے اس وقت بھی قمص، آپ کے جسم کے اوپر تھی۔
Hazrat Abdullah bin Haris se marvi hai ki Hazrat Ali ne aap ko ghusl diya aap ke upar aap ki qamees thi aur Hazrat Ali ke hath mein kapre ka ek tukda tha uske sath ghusl de rahe the Hazrat Ali apna hath qamees ke neeche le ja kar aap ko ghusl de rahe the us waqt bhi qamees aap ke jism ke upar thi
Hazrat Ja'far narrates from his father that when the Companions (may Allah be pleased with them) intended to give you (the Prophet Muhammad, peace and blessings be upon him) a ritual bath (ghusl), you were wearing a shirt. When the Companions intended to remove it, a (divine) voice came from within the house, saying, "Do not remove the shirt."
حضرت جعفر اپنے والد سے روایت کرتے ہیں کہ صحابہ کرام نے جب آپ کو غسل دینے کا ارادہ فرمایا تو اس وقت آپ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کے جسم مبارک پر قمیص تھی۔ صحابہ کرام نے اس کو اتارنے کا ارادہ کیا تو گھر کے اندر سے (غیبی) آواز آئی کہ قمیص کو مت اتارو۔
Hazrat Jaffar apne walid se riwayat karte hain ki sahaba kiram ne jab aap ko ghusl dene ka irada farmaya to us waqt aap ke jism mubarak par qamees thi. Sahaba kiram ne is ko utarne ka irada kiya to ghar ke andar se aawaz aayi ki qamees ko mat utaro.