It is narrated on the authority of Hazrat Aisha (may Allah be pleased with her) that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said: No Muslim dies but a group of Muslims, amounting to one hundred, offer prayer over him and invoke Allah's mercy and forgiveness for him, and their intercession is accepted in his favor.
حضرت عائشہ سے مروی ہے کہ حضور اقدس (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا : مسلمانوں میں سے کوئی شخص نہیں مرتا مگر اس پر ایک جماعت نماز ادا کرتی ہے جن کی تعداد سو تک پہنچ جاتی ہے اور وہ اس کے لیے شفاعت (دعائے مغفرت) کرتے ہیں مگر ان کی شفاعت اس کے حق میں قبول کرلی جاتی ہے۔
Hazrat Ayesha se marvi hai ki Huzoor Aqdas (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya: Musalmanon mein se koi shakhs nahi marta magar us par ek jamaat namaz ada karti hai jin ki tadad 100 tak pahunch jati hai aur woh uske liye shafaat (dua e maghfirat) karte hain magar unki shafaat uske haq mein qubool kar li jati hai.
Hazrat Abu Bakr said that I offered the funeral prayer with Hazrat Abu Malih. You said, "Straighten the rows," and for this, you intercede (pray for forgiveness) in a good way. If I had been given the option of any person, I would have chosen him. Abdullah bin Al-Salil narrated to me from Hazrat Maimunah, who was his foster brother, that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said, "There is no Muslim whose funeral prayer is offered by a congregation but they intercede for him." Hazrat Abu Al-Malih said that by "congregation" is meant forty to one hundred people.
حضرت ابی بکار فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت ابو ملیح کے ساتھ نماز جنازہ ادا کی، آپ نے فرمایا صفیں درست کرلو اور اس کے لیے تم خوب اچھے طریقے سے شفاعت (دعائے مغفرت) کرو۔ اگر مجھے کسی شخص کا اختیار دیا جاتا تو میں اس کو اختیار کرتا۔ مجھ سے حضرت عبداللہ بن السلیل نے بیان کیا کہ حضرت میمونہ سے مروی ہے جو ان کے رضاعی بھائی تھے حضور اقدس (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا : نہیں ہے کوئی مسلمان جس کی نماز جنازہ ایک جماعت ادا کرے مگر اس کی شفاعت کردی جاتی ہے۔ حضرت ابو الملیح فرماتے ہیں جماعت سے مراد چالیس سے سو تک لوگ ہیں۔
Hazrat Abi Bakr farmate hain keh maine Hazrat Abu Malih ke sath namaz janaza ada ki, aap ne farmaya safein durust karlo aur is ke liye tum khoob ache tarike se shafaat (dua e magfirat) karo. Agar mujhe kisi shakhs ka ikhtiyar diya jata to main is ko ikhtiyar karta. Mujh se Hazrat Abdullah bin al-Suleel ne bayan kiya keh Hazrat Maimoona se marvi hai jo in ke rizayi bhai the Huzoor Aqdas (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya: Nahin hai koi musalman jis ki namaz janaza ek jamaat ada kare magar is ki shafaat ki jati hai. Hazrat Abu al-Malih farmate hain jamaat se murad chalis se sau tak log hain.
It is narrated on the authority of Malik b. Hubayrah al-Shami that whenever a bier was brought to him and those who were with him would say to them "Form three rows" They would then form three rows and he (Malik) having led the funeral prayer would say "The Messenger of Allah (may peace and blessings be upon him) said: "Three rows are never formed over a dead person but intercession becomes incumbent on him (the deceased)." "
حضرت مالک بن ھبیرہ الشامی کے پاس جب کوئی جنازہ لایا جاتا تو جو ان کے ساتھ ہوتے آپ ان سے فرماتے ان لوگوں کی تین صفیں بناؤ، پھر اس پر تین صفیں بنیں اور آپ نے جنازہ پڑھا کر فرمایا کہ رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کا ارشاد ہے کہ کسی میت پر بھی تین صفیں نہیں بنتیں مگر اس کے لیے شفاعت واجب ہوجاتی ہے۔
Hazrat Malik bin Hubayrah al-Shami ke pass jab koi janaza laya jata to jo un ke sath hote aap un se farmate in logon ki teen safein banao, phir us par teen safein bani aur aap ne janaza padh kar farmaya keh Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ka irshad hai keh kisi mayyat par bhi teen safein nahin banti magar us ke liye shafa'at wajib hojati hai.
Hazrat Usama bin Salama narrates that whoever forty people intercede for, their intercession is accepted, and whoever ten people intercede for (bear witness), their testimony is accepted.
حضرت عسعس بن سلامہ فرماتے ہیں جس کے حق میں چالیس لوگ شفاعت کریں ان کی شفاعت قبول کرلی جاتی ہے۔ اور جس کے حق میں دس لوگ شفاعت کریں (گواہی دیں) ان کی گواہی قبول کرلی جاتی ہے۔
Hazrat Asas bin Salama farmate hain jis ke haq mein chalis log shafaat karen un ki shafaat qubool kar li jati hai. Aur jis ke haq mein das log shafaat karen (gaw ahi den) un ki gawahi qubool kar li jati hai.