Hazrat Hafsa narrates that Hazrat Aisha Siddiqa had willed that whenever Zikwan levels my grave, he will be free. She had wished that Zikwan should lower her into the grave (after her death). Hazrat Zikwan lowered her into the grave and he was a slave at that time.
حضرت حفصہ فرماتی ہیں کہ حضرت عائشہ صدیقہ نے وصیت فرمائی تھی کہ جس وقت ذکوان میری قبر برابر کر دے اس وقت وہ آزاد ہے، انھوں نے ارادہ کیا تھا کہ ذکوان ان کو قبر میں اتارے، (ان کی وفات کے بعد) حضرت ذکوان نے ان کو قبر میں اتارا اور اس وقت وہ غلام تھے۔
Hazrat Hafsa farmati hain keh Hazrat Ayesha Siddiqa ne wasiyat farmai thi keh jis waqt Zakwaan meri qabar barabar kar de us waqt woh azad hai, unhon ne irada kiya tha keh Zakwaan un ko qabar mein utare, (un ki wafat ke baad) Hazrat Zakwaan ne un ko qabar mein utara aur us waqt woh ghulam thay.
Hazrat Abdullah bin Abi Aufa narrated that when Hazrat Zainab bint Jahsh passed away, Hazrat Umar recited four Takbirs in her funeral prayer and then asked the pure wives (wives of Prophet Muhammad PBUH) who should enter her grave? They replied, the one who used to visit her in her lifetime should enter (the relative from whom she did not observe the veil).
حضرت عبد الرحمن بن ابزی فرماتے ہیں کہ جب حضرت زینب بنت جحش کا انتقال ہوا تو حضرت عمر نے ان کی نماز جنازہ میں چار تکبیریں کہیں اور پھر ازواج مطہرات سے دریافت فرمایا کہ ان کو قبر میں کون داخل کرے ؟ انھوں نے فرمایا جو زندگی میں ان کے پاس آیا کرتا تھا وہی داخل کرے۔ (جس رشتہ دار سے ان کا پردہ نہ تھا) ۔
Hazrat Abdul Rahman bin Abza farmate hain ke jab Hazrat Zainab bint Jahsh ka inteqal hua to Hazrat Umar ne unki namaz janaza mein chaar takbeerein kahin aur phir azwaj mutahirat se daryaft farmaya ke unko qabar mein kaun dakhil kare? Unhon ne farmaya jo zindagi mein unke paas aaya karta tha wohi dakhil kare. (Jis rishtedar se unka parda na tha).
Hazrat Hassan (may Allah be pleased with him) said that a man (husband) will lower his wife into the grave and he himself will be on the side of her lower body.
حضرت حسن فرماتے ہیں کہ آدمی (شوہر) عورت کو قبر میں اتارے گا اور اس عورت کے زیریں حصہ کی طرف وہ خود ہوگا۔
Hazrat Hassan farmate hain ke aadmi (shohar) aurat ko qabar mein utaare ga aur is aurat ke zereen hissa ki taraf wo khud hoga.