Hazrat Umair bin Sa'eed narrates that Hazrat Ali (may Allah be pleased with him) once stood by a grave until it was buried, and said: It is necessary for one of you to stand by the grave until the deceased is buried.
حضرت عمیر بن سعید فرماتے ہیں کہ حضرت علی کرم اللہ وجہہ ایک قبر پر کھڑے رہے جب تک کہ اس کو دفن نہ کردیا گیا، اور فرمایا : تم میں سے کسی ایک کو چاہیے کہ وہ مردے کو دفنانے تک قبر پر کھڑا رہے۔
Hazrat Umair bin Saeed farmate hain ke Hazrat Ali Karam Allah Wajahu aik qabar par kharay rahay jab tak ke us ko dafan na kar diya gaya, aur farmaya: Tum mein se kisi aik ko chahiye ke woh murday ko dafnane tak qabar par khara rahay.
Hazrat Thamamah narrated that we went with Hazrat Fadalah bin Ubaid towards the land of Rome. You were the supervisor of the roads on behalf of Hazrat Mu'awiyah. When your uncle's son, Hazrat Nafi', passed away, you led his funeral prayer and stood by his grave until he was buried and the people left.
حضرت ثمامہ فرماتے ہیں کہ ہم حضرت فضالہ بن عبید کے ساتھ ملک روم کی طرف گئے، آپ حضرت معاویہ کی طرف سے راستوں کے نگران تھے، آپ کے چچا کے بیٹے حضرت نافع کا انتقال ہوا تو آپ نے اس کی نماز جنازہ پڑھائی اور اس کی قبر پر کھڑے رہے جب تک کہ ان کو دفنا کر لوگ فارغ نہیں ہوگئے۔
Hazrat Thamama farmate hain keh hum Hazrat Fazala bin Ubaid ke sath mulk Room ki taraf gaye, aap Hazrat Muawiya ki taraf se raaston ke nigran thay, aap ke chacha ke bete Hazrat Nafe ka inteqal hua to aap ne us ki namaz janaza parhayi aur us ki qabar par kharay rahay jab tak keh un ko dafna kar log farigh nahin hogaye.
Hazrat Abdullah bin Abid bin Umair narrates that whenever a person would pass away, Hazrat Abdullah bin Zubair would stand by their grave until they were buried.
حضرت عبداللہ بن عبید بن عمیر فرماتے ہیں کہ حضرت عبداللہ بن زبیر جب کوئی شخص فوت ہوتا تو اس کی قبر پر دفنانے تک کھڑے رہتے۔
Hazrat Abdullah bin Ubaid bin Umair farmate hain ke Hazrat Abdullah bin Zubair jab koi shakhs foot hota to us ki qabar par dafnane tak kharay rehte.