Prophet Muhammad disliked that nails and armpit hair be removed after death. He said that when a patient is in severe condition, his family should do this for him.
حضرت محمد اس بات کو ناپسند فرماتے تھے کہ مرنے کے بعد ناخن اور بغلوں کے بال لیے جائیں، فرماتے ہیں مریض پر جب مرض کی شدت ہو تو اس کے اہل و عیال کو یہ کام کرلینا چاہیے۔
Hazrat Muhammad is baat ko napasand farmate thay keh marne ke baad nakhun aur baghlon ke baal liye jayen, farmate hain mareed par jab marz ki shiddat ho to is ke ahal o ayaal ko ye kaam karlena chahiye.
Hazrat Hassan says that the nails of the deceased should be cut, Hazrat Shuba says that I mentioned this in front of Hazrat Hammad, then you denied it and said: What do you think, if he was not circumcised, then he should be circumcised?
حضرت حسن فرماتے ہیں کہ میت کے ناخن کاٹے جائیں گے، حضرت شعبہ فرماتے ہیں کہ میں نے اس کا ذکر حضرت حماد کے سامنے کیا تو آپ نے اس کا انکار فرمایا اور فرمایا : آپ کا کیا خیال ہے اگر اس کے ختنے نہ ہوئے ہوں تو ختنے بھی کیے جائیں گے ؟
Hazrat Hassan farmate hain keh mayyat ke nakhun katen jayen ge, Hazrat Shuba farmate hain keh maine iska zikar Hazrat Hammad ke samne kiya to aap ne iska inkar farmaya aur farmaya: Aap ka kya khayal hai agar iske khatne na hue hon to khatne bhi kiye jayen ge?
Prophet Muhammad said that when the illness of a sick person intensifies, his mustache, nails, and excess hair should be trimmed, and when he passes away, nothing should be cut from him.
حضرت محمد فرماتے ہیں کہ جب مریض پر مرض کی شدت بڑھ جائے تو چاہیے کہ اس کی مونچھوں، ناخنوں اور زائد بالوں کو کاٹ دیا جائے، جب وہ مرجائے تو ان میں سے کچھ بھی نہ کاٹا جائے گا۔
Hazrat Muhammad farmate hain keh jab mareez par marz ki shiddat barh jaye to chahiye keh uski monchon, nakhunon aur zaid balon ko kat diya jaye, jab wo mar jaye to in mein se kuch bhi na kata jaye ga.
Hazrat Abu Al-A'la Al-Qaysi narrates that Hazrat Abu Al-Malih Al-Hudhali advised me that when he passes away, his nails and hair should be trimmed.
حضرت ابو العالہہ القیسی فرماتے ہیں کہ حضرت ابو الملیح الھذلی نے مجھے وصیت فرمائی کہ جب مرجائیں تو ان کے ناخن اور بالوں کو کاٹا جائے۔
Hazrat Abu al Ala al Qaysi farmate hain ke Hazrat Abu al Mulih al Huzli ne mujhe wasiyat farmaee ke jab marjain to un ke nakhun aur balon ko kata jaye.