Hazrat Ayub narrates that I saw Hazrat Qasim, Hazrat Salem and Hazrat Nafi performing the stoning of Jamarat. Hazrat Qasim used to stand between Jamarah and Makkah while throwing stones, keeping Makkah behind him and Jamarah in front of him. Hazrat Salem and Hazrat Nafi used to stand very close to him.
حضرت ایوب فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت قاسم حضرت سالم اور حضرت نافع کو جمرہ کی رمی کرتے ہوئے دیکھا، حضرت قاسم رمی کرتے وقت جمرہ اور مکہ کے درمیان کھڑے ہوجاتے، مکہ کو پشت کی طرف رکھتے اور جمرہ کو اپنے سامنے اور حضرت سالم اور حیضرت نافع اس کے بالکل قریب جا کر کھڑے ہوتے۔
Hazrat Ayyub farmate hain keh maine Hazrat Qasim Hazrat Salim aur Hazrat Nafe ko jumrah ki rami karte hue dekha, Hazrat Qasim rami karte waqt jumrah aur Makkah ke darmiyan kharay hojate, Makkah ko pusht ki taraf rakhte aur jumrah ko apne samne aur Hazrat Salim aur Hazrat Nafe is ke bilkul qareeb ja kar kharay hote.
It is narrated from Hazrat Hisham that when his respected father used to start the stoning, he would stone the first Jamarah from the upper side, the second Jamarah also from the upper side, and he would stone the Jamarat al-Aqabah from as close as possible.
حضرت ہشام سے مروی ہے کہ ان کے والد محترم رمی کی ابتداء کرتے تو پہلے جمرہ کے اوپر کی طرف سے، دوسرے جمرہ کے بھی اوپر کی طرف سے کرتے اور عقبہ کی رمی جتنے قریب ہوسکتے قریب ہو کر کرتے۔
Hazrat Hisham se marvi hai ke un ke walid mohtaram rami ki ibtida karte to pehle jumrah ke upar ki taraf se, dusre jumrah ke bhi upar ki taraf se karte aur Aqabah ki rami jitne qareeb ho sakte qareeb ho kar karte.