Concerning the boy for whom the stoning is performed
فِي الصَّبِيِّ يُرْمَى عَنْهُ
Musannaf Ibn Abi Shaybah 13841
Hazrat Jabir (may Allah be pleased with him) narrates that we performed Hajj with the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him), and there were women and children with us. So, we performed Talbiyah on their behalf and threw stones on their behalf as well.
حضرت جابر فرماتے ہیں کہ ہم نے حضور اقدس (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کے ساتھ حج کیا اور ہمارے ساتھ عورتیں اور بچے بھی تھے، پس ہم نے ان کی طرف سے تلبیہ کہا اور ان کی طرف سے رمی کی۔
Hazrat Jabir farmate hain ke hum ne Huzoor e Aqdas (Sallallahu Alaihi Wasallam) ke sath Hajj kya aur humare sath aurten aur bache bhi thay, pas hum ne un ki taraf se talbiyah kaha aur un ki taraf se rami ki.
Hazrat Ayub narrates that I saw the child of Hazrat Abdul Rahman bin Qasim, so I asked, "What do you do with him?" People said that we put pebbles on his palm; if he becomes impatient, he throws them away.
حضرت ایوب فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت عبد الرحمن بن قاسم کے بچے کو دیکھا تو میں نے عرض کیا تم اس کے ساتھ کیا کرتے ہو ؟ لوگوں نے کہا کہ ہم اس کی ہتھیلی پر کنکریاں رکھ دیتے ہیں، اگر یہ عاجز آجائے تو اس کی طرف سے رمی کردی جاتی ہے۔
Hazrat Ayyub farmaty hain keh mein ne Hazrat Abdul Rahman bin Qasim ke bachay ko dekha to mein ne arz kya tum is ke sath kya karte ho? Logon ne kaha keh hum is ki hatheli par kankriyan rakh dete hain, agar yeh aajiz aa jaye to is ki taraf se rami kar di jati hai.
Hazrat Ibn Umar performed Hajj with children. Then, among them, whoever had the strength to throw stones, would throw them themselves. And whoever did not have the strength to throw, the stones were thrown on their behalf.
حضرت ابن عمر نے بچوں کے ساتھ حج کیا، پھر ان میں سے جو طاقت رکھتا رمی کرنے کی وہ خود رمی کرتا اور جو رمی کرنے کی طاقت نہ رکھتا اس کی طرف سے رمی کردی جاتی۔
Hazrat Ibn Umar ne bachon ke sath Hajj kya, phir un mein se jo taqat rakhta tha rami karne ki wo khud rami karta aur jo rami karne ki taqat na rakhta us ki taraf se rami kar di jati.