Hazrat Saeed bin Yazid narrates that a woman came to Hazrat Jabir bin Zaid and said that I have done Nikah. Hazrat Jabir bin Zaid said that you are telling me this as if you have committed Zina! Hearing this the woman screamed and her face turned pale and she went away.
حضرت سعید بن یزید فرماتے ہیں کہ ایک عورت حضرت جابر بن زید کے پاس آئی اور اس نے کہا کہ میں نے اپنی شادی کرادی۔ حضرت جابر بن زید نے فرمایا کہ تو مجھ سے یہ گفتگوکررہی ہے کہ تو نے زنا کیا ہے ! یہ سن کر اس عورت نے چیخ ماری اور اس کا رنگ بدل گیا پھر وہ چلی گئی۔
Hazrat Saeed bin Yazeed farmate hain keh aik aurat Hazrat Jabir bin Zaid ke pas aayi aur us ne kaha keh mein ne apni shadi karadi. Hazrat Jabir bin Zaid ne farmaya keh tu mujh se yeh guftgoo kar rahi hai keh tu ne zina kiya hai! Yeh sun kar us aurat ne cheekh maari aur us ka rang badal gaya phir woh chali gayi.
Prophet Muhammad (PBUH) said that a woman cannot perform her own marriage. The predecessors used to say that an adulteress is the one who performs her own marriage.
حضرت محمد فرماتے ہیں کہ عورت اپنا نکاح نہیں کراسکتی، اسلاف کہا کرتے تھے کہ زانیہ وہ ہے جو اپنا نکاح خودکرادے۔
Hazrat Muhammad farmate hain keh aurat apna nikah nahi karaskati, aslaaf kaha karte thay keh zania woh hai jo apna nikah khud karade.