It was asked to Hazrat Ibn Abbas (may Allah be pleased with him) that if the marriage is made conditional with the condition that if the husband gives the dowry by such and such a day, then it is fine, otherwise the marriage will not take place. You said that there is no harm in it.
حضرت ابن عباس (رض) سے سوال کیا گیا کہ اگر نکاح کو اس شرط کے ساتھ مشروط کیا جائے کہ اگر فلاں دن تک خاوند نے مہر دے دیا تو ٹھیک وگرنہ نکاح نہیں ہوگا۔ آپ نے فرمایا کہ اس میں کوئی حرج نہیں۔
Hazrat Ibn Abbas (RA) se sawal kiya gaya keh agar nikah ko is shart ke sath mashroot kiya jaye keh agar falan din tak khawan ne mehr de diya to theek warna nikah nahi hoga. Aap ne farmaya keh is mein koi harj nahi.
Hazrat Zuhri states that it is permissible to do so. This act will be considered an annulment. Hazrat Hassan used to say that the marriage is valid, but the condition is void.
حضرت زہری فرماتے ہیں کہ ایسا کرنا جائز ہے۔ یہ عمل خلع کے حکم میں ہوگا۔ حضرت حسن فرمایا کرتے تھے کہ نکاح جائز ہے اور شرط باطل ہے۔
Hazrat Zuhri farmate hain ke aisa karna jaiz hai. Ye amal khula ke hukum mein hoga. Hazrat Hassan farmaya karte thay ke nikah jaiz hai aur shart batil hai.