Hazrat Abdul Rahman Sadi states that a man came to Hazrat Ali (R.A) and said that I have a cousin sister, I love her and want to marry her. Of course I have also received consent from her. Hazrat Ali (R.A) said that if the thing is inside i.e. intercourse, then you cannot marry, and if the thing is outside i.e. kissing etc., then there is no harm.
حضرت عبدالرحمن صدائی کہتے ہیں کہ ایک آدمی حضرت علی (رض) کے پاس آیا اور اس نے عرض کیا کہ میری ایک چچا زاد بہن ہے، میں اس سے محبت کرتا ہوں اور شادی کرنا چاہتا ہوں۔ البتہ میں نے اس سے تلذذ بھی حاصل کیا ہے۔ حضرت علی (رض) نے فرمایا کہ اگر شیء باطن یعنی دخول کیا ہے تو شادی نہیں کرسکتے اور اگر شیء ظاہر یعنی بوسہ وغیرہ لیا ہے تو کوئی حرج نہیں۔
Hazrat Abulrahman Sadaai kehte hain ki aik aadmi Hazrat Ali (RA) ke pass aaya aur us ne arz kiya ki meri aik chacha zad behan hai, main us se mohabbat karta hun aur shadi karna chahta hun. Albata main ne us se talazuzz bhi hasil kiya hai. Hazrat Ali (RA) ne farmaya ki agar shay batin yani dakhool kiya hai to shadi nahi kar sakte aur agar shay zahir yani bosa waghaira liya hai to koi harj nahi.
"Abdullah (regarding a man who wants to marry a woman with whom he committed fornication/adultery) said: They will both still be fornicators/adulterers."
حضرت عبداللہ (اس شخص کے بارے میں جو کسی عورت سے زنا کرنے کے بعد شادی کرنا چاہے) فرماتے ہیں کہ وہ دونوں پھر بھی زانی ہی رہیں گے۔
Hazrat Abdullah (iss shakhs ke baare mein jo kisi aurat se zina karne ke baad shaadi karna chahe) farmate hain ke woh dono phir bhi zani hi rahenge.
Hazrat Aisha (ra) said (about the man who wants to marry a woman after committing fornication with her) that they will remain fornicators even after staying together.
حضرت عائشہ (رض) (اس شخص کے بارے میں جو کسی عورت سے زنا کرنے کے بعد شادی کرنا چاہے) فرماتی ہیں کہ وہ ساتھ رہ کر بھی زانی ہی رہیں گے۔
Hazrat Aisha (RA) (iss shakhs ke baaray mein jo kisi aurat se zina karne ke baad shaadi karna chahay) farmati hain ke woh saath reh kar bhi zaani hi rahengay.
Jabir ibn Zayd (regarding a man who wants to marry a woman with whom he has committed adultery) said that they are both adulterers and there should be a sea between them.
حضرت جابر بن زید (اس شخص کے بارے میں جو کسی عورت سے زنا کرنے کے بعد شادی کرنا چاہے) فرماتے ہیں کہ وہ دونوں زانی ہیں ان کے درمیان تو سمندر ہونا چاہیے۔
Hazrat Jabir bin Zaid (iss shakhs ke bare mein jo kisi aurat se zina karne ke baad shadi karna chahe) farmate hain ke woh donon zani hain un ke darmiyan to samundar hona chahiye.
Hazrat Buraidah bin Al-Aasib (may Allah be pleased with him) said about the man who wants to marry a woman after committing adultery with her that he will always remain an adulterer.
حضرت براء بن عازب (رض) اس شخص کے بارے میں جو کسی عورت سے زنا کرنے کے بعد شادی کرنا چاہے فرماتے ہیں کہ وہ ہمیشہ زانی ہی رہیں گے۔
Hazrat Bara bin Aazib (RA) iss shakhs ke bare mein jo kisi aurat se zina karne ke baad shaadi karna chahe farmate hain ke woh hamesha zani hi rahenge.