Once, Hajjaj said that if a woman is doubtful about menstruation, she should perform ghusl (ritual bath), offer prayer, and her husband should not go near her until she becomes pure. Someone said that he has uttered the most inappropriate thing because prayer is a matter of utmost respect.
ایک مرتبہ حجاج نے بیان کیا کہ جب عورت کو حیض کا شک ہو تو وہ غسل کرکے نماز پڑھ لے اور اس کا خاوند اس کے قریب اس وقت تک نہ جائے جب تک پاک نہ ہوجائے۔ کسی نے کہا کہ اس نے بدترین بات کی ہے کیونکہ نماز زیادہ احترام والی چیز ہے۔
aik martaba hajjaj ne bayan kya ke jab aurat ko haiz ka shak ho tou woh ghusl kar ke namaz parh le aur us ka khawand us ke qareeb us waqt tak na jaye jab tak pak na ho jaye kisi ne kaha ke us ne badtareen baat ki hai kyunkay namaz ziada ehteraam wali cheez hai
Hazrat Saeed bin Jubair said that the husband of a woman in istihaadhah (a state of prolonged vaginal bleeding) can have intercourse with her, and prayer is more sacred (important).
حضرت سعید بن جبیر فرماتے ہیں کہ مستحاضہ کا خاوند اس سے جماع کرسکتا ہے۔ اور نماز زیادہ حرمت والی چیز ہے۔
Hazrat Saeed bin Jubair farmate hain ke mustahaza ka khaavand us se jima kar sakta hai aur namaz zyada hurmat wali cheez hai
Hazrat Hassan (may Allah be pleased with him) said that a woman experiencing istihaadah (non-menstrual bleeding) should fast, pray, perform all the rituals of worship, and her husband can be intimate with her.
حضرت حسن فرماتے ہیں کہ مستحاضہ روزہ رکھے گی اور نماز پڑھے گی اور مناسک ادا کرے گی اور اس کا خاوند اس سے جماع کرسکتا ہے۔
Hazrat Hassan farmate hain keh mustahaza roza rakhe gi aur namaz parhe gi aur manasik ada kare gi aur iska khaavand is se jima kar sakta hai
Hazrat Ibrahim states that a woman experiencing istihaadah (abnormal vaginal bleeding) will observe fasts, offer prayers, and her husband can have sexual intercourse with her.
حضرت ابراہیم فرماتے ہیں کہ مستحاضہ روزہ رکھے گی اور نماز پڑھے گی اور اس کا خاوند اس سے جماع کرسکتا ہے۔
Hazrat Ibrahim farmate hain ke mustahaza roza rakhe gi aur namaz parhe gi aur is ka khaavand is se jima kar sakta hai