Hazrat Ata (may Allah be pleased with him) said that it is better, in my opinion, that the heads of women with whom marriage is prohibited for a man should be covered. However, if a man's gaze falls (on them), there is no harm.
حضرت عطائ (رض) فرماتے ہیں کہ جن عورتوں سے آدمی کا نکاح حرام ہے ان کے سروں کا پردہ کرنا میرے نزدیک اچھا ہے۔ البتہ آدمی کی نگاہ اگر پڑجائے تو کوئی حرج نہیں۔
Hazrat Ataa (Razi Allah Anhu) farmate hain ke jin auraton se aadmi ka nikah haram hai un ke saron ka parda karna mere nazdeek acha hai. Albatta aadmi ki nigaah agar parh jaye to koi harj nahi.
Hazrat Abu Saleh (RA) narrates that Hazrat Hassan and Hazrat Hussain (RA) used to go to their sister Hazrat Umme Kulthum (RA) when she was combing her hair.
حضرت ابو صالح (رض) فرماتے ہیں کہ حضرت حسن اور حضرت حسین (رض) اپنی بہن حضرت ام کلثوم (رض) کے پاس اس وقت چلے جایا کرتے تھے جب وہ کنگھی کررہی ہوتی تھیں۔
Hazrat Abu Saleh (RA) farmate hain ke Hazrat Hasan aur Hazrat Hussain (RA) apni behen Hazrat Umme Kulsoom (RA) ke paas us waqt chale jaya karte thay jab woh kanghi kar rahi hoti thin.