Hazrat Umar bin Khattab (RA) said that none of the habits of ignorance remained in me except that I do not think about which Muslim I am marrying and whom I am marrying.
حضرت عمر بن خطاب (رض) فرماتے ہیں کہ مجھ میں جاہلیت کی عادات میں سے کوئی باقی نہیں رہی سوائے اس کے کہ میں نکاح کرتے اور کراتے ہوئے یہ نہیں سوچتا کہ کس مسلمان سے کررہا ہوں اور کس سے نکاح کروا رہا ہوں۔
Hazrat Umar bin Khattab (RA) farmate hain ke mujh mein jahiliyat ki aadaton mein se koi baqi nahi rahi siwaye is ke ke mein nikah karte aur karwate hue yeh nahi sochta ke kis musalman se kar raha hun aur kis se nikah karwa raha hun.
Hazrat Muhammad bin Abdullah bin Kathir bin Salt (RA) states that one of our freed slaves married an Arab woman. When he was brought to Hazrat Umar bin Abdul Aziz (RA), you said that the freed slave of Aal Kathir has followed his path.
حضرت محمد بن عبداللہ بن کثیر بن صلت (رض) فرماتے ہیں کہ ہمارے ایک مولیٰ نے ایک عربی عورت سے شادی کی، وہ حضرت عمر بن عبد العزیز (رض) کے پاس لایا گیا تو آپنے فرمایا کہ آل کثیر کا مولیٰ اسی کے راستے پر چل پڑا ہے۔
Hazrat Muhammad bin Abdullah bin Kathir bin Salt (RA) farmate hain ke hamare ek Maula ne ek Arabi aurat se shadi ki, woh Hazrat Umar bin Abdul Aziz (RA) ke paas laya gaya to aap ne farmaya ke Aal Kathir ka Maula isi ke raste par chal para hai.
Hazrat Amr ibn Abi Qarah Kindhi (R.A) narrates that my father requested Hazrat Salman (R.A) to marry his sister. He refused and she got married to one of their slaves named Baqeerah.
حضرت عمرو بن ابی قرہ کندی (رض) فرماتے ہیں کہ میرے والد نے حضرت سلمان (رض) سے فرمائش کی کہ وہ ان کی بہن سے شادی کرلیں، انھوں نے انکار کردیا اور ان کی بقیرہ نامی ایک مولاہ سے شادی کرلی۔
Hazrat Amr bin Abi Qarah Kandi (RA) farmate hain ke mere walid ne Hazrat Salman (RA) se farmaish ki ke woh un ki behen se shadi kar len, unhon ne inkar kar diya aur un ki Baqeera nami ek molah se shadi kar li.
Hazrat Hassan (R.A) said that I asked Ibn e Abi Laila (R.A) about equality in marriage, he said that equality is in religion and character. I asked, in wealth? He said, no.
حضرت حسن (رض) فرماتے ہیں کہ میں نے ابن ابی لیلیٰ (رض) سے نکاح میں برابری کے بارے میں سوال کیا تو انھوں نے فرمایا کہ برابری دین اور منصب میں ہوتی ہے، میں نے پوچھا مال میں ہوتی ہے، انھوں نے فرمایا کہ نہیں۔
Hazrat Hassan (RA) farmate hain ke maine Ibn e Abi Laila (RA) se nikah mein barabari ke bare mein sawal kiya to unhon ne farmaya ke barabari deen aur mansab mein hoti hai, maine poocha maal mein hoti hai, unhon ne farmaya ke nahi.