Hazrat Jabir (may Allah be pleased with him) narrates that we were with Hazrat Saad (may Allah be pleased with him) in the Battle of Qadisiyya. In those days, we did not have access to Muslim women for marriage, so we married Jewish and Christian women. Then some people divorced them, and some kept them.
حضرت جابر فرماتے ہیں کہ ہم جنگ قادسیہ میں حضرت سعد (رض) کے ساتھ موجود تھے۔ ان دنوں مسلمان خواتین سے نکاح تک ہمیں رسائی نہیں تھی، لہٰذا ہم نے یہودی اور عیسائی عورتوں سے شادی کی۔ پھر بعض لوگوں نے انھیں طلاق دے دی اور بعض نے انھیں روکے رکھا۔
Hazrat Jaber farmate hain ke hum jang Qadsia mein Hazrat Saad (RA) ke sath mojood thay. Un dino Musalman khawateen se nikah tak humain rasayi nahi thi, lihaza hum ne Yahodi aur Isai auraton se shadi ki. Phir baz logon ne unhen talaq de di aur baz ne unhen roke rakha.
A neighbor of Hudhayfah (may Allah be pleased with him) narrates that Hudhayfah (may Allah be pleased with him) married a Jewish woman even though he had two Arab women in his marriage.
حضرت حذیفہ (رض) کے ایک پڑوسی فرماتے ہیں کہ حضرت حذیفہ (رض) نے ایک یہودیہ سے شادی کی حالانکہ ان کے نکاح میں دو عربی عورتیں تھیں۔
Hazrat Huzaifa (RA) ke aik padosi farmate hain ke Hazrat Huzaifa (RA) ne aik Yahoodi se shadi ki halanke un ke nikah mein do Arabi aurtain thin.
Hazrat Abu Ayyub Ansari narrates that there is no harm in marrying Jewish and Christian women, but it is not permissible to marry women of the People of War.
حضرت ابو عیاض فرماتے ہیں کہ یہودی اور عیسائی عورتوں سے نکاح کرنے میں کوئی حرج نہیں البتہ اہل حرب عورتوں سے نکاح نہیں کیا جاسکتا۔
Hazrat Abu Ayaaz farmate hain keh yahodi aur eesai aurton se nikah karne mein koi harj nahi albatta ahl e harab aurton se nikah nahi kiya ja sakta