Hazrat Muhammad bin Zaid said: I bought a slave girl from the Khums (one-fifth of the spoils of war). I found fifteen dinars with her. I took them to Hazrat Abdur Rahman bin Khalid bin Waleed and he said: "They are yours."
حضرت محمد بن زید فرماتے ہیں کہ میں نے خمس میں سے ایک باندی خریدی، میں نے اس باندی کے پاس پندرہ دینار پائے، میں وہ لے کر حضرت عبد الرحمن بن خالد بن ولید کے پاس آیا تو انھوں نے فرمایا کہ وہ تمہارے ہیں۔
Hazrat Muhammad bin Zaid farmate hain keh maine khums mein se ek bandi kharidi, maine us bandi ke pas pandrah dinar paye, main woh le kar Hazrat Abdul Rahman bin Khalid bin Waleed ke pas aaya to unhon ne farmaya keh woh tumhare hain.
Hazrat Haseen narrates that a man bought a slave girl from the spoils of war at the Battle of Qadisiyyah. The slave girl had some jewelry on her. The man came to Hazrat Saad bin Abi Waqas (RA) and told him about it. He said to deposit the jewelry in the Muslims' treasury.
حضرت حصین فرماتے ہیں کہ ایک آدمی نے جنگ قادسیہ میں مال غنیمت میں حاصل ہونے والی ایک باندی خریدی، اس باندی پر کچھ زیور تھا، وہ آدمی حضرت سعد بن ابی وقاص (رض) کے پاس آیا اور انھیں اس بارے میں بتایا تو انھوں نے فرمایا کہ زیور کو مسلمانوں کے مال غنیمت میں جمع کرادو۔
Hazrat Haseen farmate hain ke ek aadmi ne jang qadsia mein maal ghanimat mein hasil hone wali ek bandi kharidi, us bandi per kuch zewar tha, woh aadmi Hazrat Saad bin abi waqas (rz) ke pass aaya aur unhen is bare mein bataya to unhon ne farmaya ke zewar ko musalmanon ke maal ghanimat mein jama karado.