Hazrat Ibrahim says that when a person makes his slave a writer and he also has his slave woman, then he will be in his writing, and if he has children and he hides them, then there is nothing wrong with him.
حضرت ابراہیم فرماتے ہیں کہ جب کوئی شخص اپنے غلام کو مکاتب بنالے اور اس کے غلام اور باندی اور بھی موجود ہو، تو وہ اس کے مکاتبت میں ہوگا، اور اگر اس کے بچے ہوں اور وہ ان کو چھپالے تو اس پر کچھ نہیں ہے۔
Hazrat Ibrahim farmate hain keh jab koi shakhs apne ghulam ko mukatib banale aur us ke ghulam aur bandi aur bhi mojood hon, to woh us ke mukatabat mein hoga, aur agar us ke bache hon aur woh un ko chhupale to us par kuchh nahin hai.
Hazrat Ibn Juraij narrates that I asked Hazrat Ata that a person appointed his slave as a scribe, then he hid his wealth, so to whom would the slave or wealth belong? So you said, "It will belong to the slave."
حضرت ابن جریج فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت عطاء سے دریافت کیا کہ ایک شخص نے اپنے غلام کو مکاتب بنایا، اس نے اپنا مال چھپا دیا، تو غلام ، یا عین یا مال وغیرہ کس کے ہوں گے ؟ آپ نے فرمایا وہ غلام کے لیے ہوگا۔
Hazrat Ibn Juraij farmate hain ke maine Hazrat Ata se daryaft kiya ke ek shakhs ne apne ghulam ko mukatab banaya us ne apna maal chhupa diya to ghulam ya ain ya maal waghaira kis ke honge Aap ne farmaya wo ghulam ke liye hoga