It is narrated on the authority of Abu Qilaba that Anas b. Malik told me that a group of eight persons of the tribe of 'Ukl came to the Messenger of Allah (ﷺ) and pledged allegiance to him for embracing Islam. But the climate of the place did not suit them, and they fell ill. They made a complaint about that to the Messenger of Allah (ﷺ). He said: Why do you not go to our shepherd in charge of our camels, so that you may drink their milk and urine. They said: Why not? So they went away and drank their urine and milk.
حضرت ابو قلابہ روایت کرتے ہیں کہ حضرت انس بن مالک نے مجھ سے بیان کیا کہ قبیلہ رعل کے آٹھ افراد کا ایک گروہ جناب نبی کریم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کی خدمت میں حاضر ہوا اور اس نے آپ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) سے اسلام پر بیعت کی۔ لیکن انھیں (مدینہ کی) زمین موافق نہیں آئی چنانچہ ان کے جسم بیمار پڑگئے اور انھوں نے اس بات کی شکایت جناب رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) سے کی۔ آپ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا : ” تم لوگ ہمارے چرواہے کے ہمراہ اس کے اونٹوں میں کیوں نہیں چلے جاتے کہ تم ان اونٹوں کے دودھ اور پیشاب کو استعمال کرو ؟ “ انھوں نے کہا : کیوں نہیں، چنانچہ وہ لوگ چلے گئے اور انھوں نے اونٹوں کے پیشاب اور دودھ کو پیا۔
Hazrat Abu Qalaba riwayat karte hain keh Hazrat Anas bin Malik ne mujh se bayan kya keh qabeela Raal ke aath afrad ka aik giroh janab Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ki khidmat mein hazir hua aur us ne aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) se Islam par bai't ki. Lekin unhen (Madina ki) zameen muwafiq nahin aai chunancha un ke jism bimar par gaye aur unhon ne is baat ki shikayat janab Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) se ki. Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya: "Tum log humare charwahe ke hamrah us ke oonton mein kyon nahin chale jate keh tum un oonton ke doodh aur peshab ko istemal karo?" Unhon ne kaha: kyon nahin, chunancha woh log chale gaye aur unhon ne oonton ke peshab aur doodh ko piya.
It is narrated from Hazrat Ibn Abbas that he was asked about drinking camel urine, so he replied, "I do not know what that is."
حضرت ابن عون سے روایت ہے کہتے ہیں کہ محمد سے اونٹوں کا پیشاب پینے کے بارے میں سوال کیا جاتا تھا ؟ تو انھوں نے جواب دیا، مجھے نہیں معلوم کہ یہ کیا چیز ہے۔
Hazrat Ibn Aun se riwayat hai kehte hain ke Muhammad se oonton ka peshab pine ke bare mein sawal kiya jata tha? To unhon ne jawab diya, mujhe nahin maloom ke yeh kya cheez hai.
It is narrated from Hazrat Amir that Jabbar Al-Mashraqi used to praise camel urine. If there was something (wrong) with it, he would not have praised it.
حضرت عامر سے روایت ہے، کہتے ہیں کہ جبار المشرقی اونٹوں کے پیشاب کی تعریف کرتے تھے۔ اگر اس میں کوئی (غلط) بات ہوتی تو وہ اس کی تعریف نہ کرتے۔
Hazrat Amir se riwayat hai, kehte hain ke Jabbar al Mashriqi oonton ke peshab ki tareef karte the. Agar us mein koi (galat) baat hoti to woh us ki tareef na karte.
It is narrated about Hazrat Ayesha that she was asked about the child who is dipped in the urine of camels or the urine is dropped on him. So Hazrat Ayesha disliked it.
حضرت عائشہ کے بارے میں روایت ہے کہ ان سے اس بچہ کے بارے میں سوال کیا گیا جس کو اونٹوں کے پیشاب میں بٹھایا جائے یا پیشاب کو ٹپکایا جائے ؟ تو حضرت عائشہ نے اس کو ناپسند فرمایا۔
Hazrat Ayesha ke bare mein riwayat hai ki un se is bache ke bare mein sawal kiya gaya jis ko oonton ke peshab mein bithaya jaye ya peshab ko tipkaya jaye? To Hazrat Ayesha ne is ko napasand farmaya.
It is narrated from Hazrat Tariq bin Shahab that a man had boils on his neck, so he treated it with camel urine and saffron. (In such a way that) camel urine and saffron were cooked. So people started asking the patient about the treatment. The man refused to tell. Then the man met Abdullah bin Mas'ud, who said, "Tell the people about this treatment."
حضرت طارق بن شہاب سے روایت ہے کہتے ہیں کہ ایک آدمی کو گردن پر دانے نکلے تھے، تو اس نے اونٹوں کے پیشاب اور پیلو کے ذریعے علاج کیا۔ (اس طرح کہ) اونٹوں کے پیشاب اور پیلو کو پکایا گیا۔ تو لوگوں نے اس مریض سے علاج کے بارے میں پوچھنا شروع کیا۔ اس آدمی نے بتانے سے انکار کردیا۔ پھر وہ آدمی حضرت عبداللہ بن مسعود کو ملا تو انھوں نے فرمایا، لوگوں کو اس علاج کے بارے میں بتادو۔
Hazrat Tariq bin Shahab se riwayat hai kehte hain ke ek aadmi ko gardan par dane nikle the, to usne oonton ke peshab aur peelo ke zariye elaj kiya. (Is tarah ke) oonton ke peshab aur peelo ko pakaya gaya. To logon ne is marij se elaj ke bare mein puchna shuru kiya. Is aadmi ne batane se inkar kar diya. Phir woh aadmi Hazrat Abdullah bin Masood ko mila to unhon ne farmaya, logon ko is elaj ke bare mein bata do.