It is narrated on the authority of Nafi' ibn 'Aqabah's freed slave that Ibn 'Abbas disliked the meat of horses, mules, and donkeys, and he used to say: "Allah's guidance is: {And [He created] the camels - you have in them warmth and benefits, and from them you eat}, so these are for eating, "and [He created] horses, mules, and donkeys for you to ride," so these are for riding.
حضرت نافع بن عقبہ کے مولیٰ سے روایت ہے کہ حضرت ابن عباس گھوڑوں ، خچروں اور گدھوں کے گوشت کو ناپسند کرتے تھے۔ اور فرمایا کرتے تھے۔ ارشاد خداوندی ہے۔ { وَالأَنْعَامَ خَلَقَہَا لَکُمْ فِیہَا دِفْئٌ وَمَنَافِعُ وَمِنْہَا تَأْکُلُونَ } پس یہ کھانے کے لیے ہیں اور { وَالْخَیْلَ وَالْبِغَالَ وَالْحَمِیرَ لِتَرْکَبُوہَا } یہ سواری کے لیے ہیں۔
Hazrat Nafe bin Aqba ke Maula se riwayat hai ke Hazrat Ibn Abbas ghoron, khcheron aur gadhon ke gosht ko napasand karte thay. Aur farmaya karte thay. Irshad Khudaawandi hai. { Wa Alana'ama Khalaqaha Lakum Feeha Dif'un Wa Manafi'u Wa Minha Ta'akulun } Pas yeh khanay ke liye hain aur { Wal Khaila Wal Bighaala Wal Hameera Litarkabuha } Yeh sawari ke liye hain.
Hazrat Hukm narrates about Hazrat Mujahid that he was asked about the meat of the horse, so you said: {وَالْخَیْلَ وَالْبِغَالَ وَالْحَمِیرَ لِتَرْکَبُوہَا}
As if you disliked their flesh.
حضرت حکم، حضرت مجاہد کے بارے میں روایت کرتے ہیں کہ ان سے گھوڑے کے گوشت کے بارے میں سوال کیا گیا ؟ تو آپ نے فرمایا :{ وَالْخَیْلَ وَالْبِغَالَ وَالْحَمِیرَ لِتَرْکَبُوہَا }
گویا کہ آپ نے ان کے گوشت کو ناپسند کیا۔
Hazrat Hukm, Hazrat Mujahid ke bare mein riwayat karte hain ke un se ghore ke gosht ke bare mein sawal kiya gaya? To aap ne farmaya: {walkhaila walbighaala walhameera litarkaboha}
Goya ke aap ne un ke gosht ko napasand kiya.