Hazrat Asma bint Yazid narrates that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) passed by us, the women, so you (peace and blessings of Allah be upon him) greeted us with peace.
حضرت اسماء بنت یزید فرماتی ہیں کہ نبی کریم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) ہم عورتوں پر گزرے تو آپ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ہمیں سلام کیا۔
Hazrat Asma bint Yazid farmati hain keh Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) hum auraton per guzre to aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne hamein salam kiya.
Jarir narrates that the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) passed by some women, and you (peace and blessings of Allah be upon him) greeted them.
حضرت جریر فرماتے ہیں کہ نبی کریم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) عورتوں کے پاس سے گزرے اور آپ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ان پر سلام کیا۔
Hazrat Jirir farmate hain ki Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) aurton ke paas se guzre aur aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne un par salam kiya
Hazrat Ibn Aun says: I asked Imam Muhammad: Can a woman be greeted with salaam? You said: I see nothing wrong with it.
حضرت ابن عون فرماتے ہیں کہ میں نے امام محمد سے پوچھا : کہ کیا عورت کو سلام کیا جاسکتا ہے ؟ آپ نے فرمایا : میں اس میں کوئی حرج نہیں سمجھتا۔
Hazrat Ibn Aun farmate hain keh maine Imam Muhammad se poocha keh kya aurat ko salam kiya jasakta hai aap ne farmaya main is mein koi harj nahin samjhta
Hazrat Amr narrates that Hazrat Hasan Basri did not hold the opinion of greeting women, except that if he entered that woman's house, then he could greet her.
حضرت عمرو فرماتے ہیں کہ حضرت حسن بصری عورتوں کو سلام کرنے کی رائے نہیں رکھتے تھے ، مگر یہ کہ وہ اس عورت کے گھر میں داخل ہو تو اس کو سلام کرسکتا ہے۔
Hazrat Amro farmate hain keh Hazrat Hassan Basri auraton ko salam karne ki rai nahi rakhte thay, magar yeh keh woh us aurat ke ghar mein dakhil ho to us ko salam kar sakta hai.
Hazrat Abdul Aziz Qureer narrates that a man came to Hazrat Hassan and asked: Can women be greeted with Salam? He said: So go and meet your wife.
حضرت عبد العزیز قریر فرماتے ہیں کہ ایک آدمی حضرت حسن کے پاس آیا، اور پوچھا : کیا عورتوں کو سلام کیا جاسکتا ہے ؟ آپ نے فرمایا : تو اپنے گھر والی کے ساتھ مل جا کر ۔
Hazrat Abdul Aziz Qureer farmate hain keh aik aadmi Hazrat Hasan ke pass aaya, aur poocha : kya aurton ko salaam kiya jaskta hai ? Aap ne farmaya : to apne ghar wali ke sath mil ja kar.
Hazrat Sha'bi narrates that I asked Hazrat Hukm and Hazrat Hammad about greeting women. Hazrat Hammad considered it disliked to greet old and young women, while Hazrat Hukm said, "Hazrat Shuraih used to greet everyone." I asked, "Even women?" He replied, "He used to greet everyone."
حضرت شعبہ فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت حکم اور حضرت حماد دونوں سے عورتوں کو سلام کرنے کے متعلق سوال کیا ؟ تو حضرت حماد نے بوڑھی اور جوان عورتوں پر سلام کرنے کو مکروہ سمجھا اور حضرت حکم نے فرمایا : حضرت شریح ہر ایک کو سلام کیا کرتے تھے، میں نے پوچھا : عورتوں کو بھی ؟ آپ نے فرمایا : ہر ایک کو سلام کرتے تھے۔
Hazrat Shoba farmate hain ki maine Hazrat Hukam aur Hazrat Hammad dono se auraton ko salam karne ke mutalliq sawal kiya? To Hazrat Hammad ne buddhi aur jawan auraton par salam karne ko makruh samjha aur Hazrat Hukam ne farmaya: Hazrat Sharaeh har ek ko salam kiya karte the, maine pucha: Aouraton ko bhi? Aap ne farmaya: Har ek ko salam karte the.