Hazrat Umar bin Zaid narrates that Hazrat Umar wrote a letter to Hazrat Abu Musa Ash'ari and said: After praising and sending salutations to Allah, seek understanding in the Hadith (sayings and teachings of Prophet Muhammad) and also seek understanding in the Arabic language.
حضرت عمر بن زید فرماتے ہیں کہ حضرت عمر نے حضرت ابو موسیٰ اشعری کو خط لکھا اور فرمایا : حمد و صلوۃ کے بعد، تم لوگ سنت میں سمجھ بوجھ پیدا کرو، اور عربی زبان میں بھی سمجھ بوجھ پیدا کرو۔
Hazrat Umar bin Zaid farmate hain keh Hazrat Umar ne Hazrat Abu Moosa Ashari ko khat likha aur farmaya : Hamd o salat ke baad, tum log sunnat mein samajh boojh paida karo, aur Arabi zaban mein bhi samajh boojh paida karo.
Hazrat Yahya bin Abi Kasir narrates that Hazrat Sulaiman bin Dawood advised his son: "Whoever wants to enrage his enemy should refrain from lifting a stick against his children."
حضرت یحییٰ بن ابی کثیر فرماتے ہیں کہ حضرت سلیمان بن داؤد نے اپنے بیٹے سے ارشاد فرمایا : جو شخص اپنے دشمن کو غصہ دلانا چاہے تو اس کو چاہیے کہ اپنے بچوں سے لاٹھی مت اٹھائے۔
Hazrat Yahya bin Abi Kaseer farmate hain keh Hazrat Sulaiman bin Daood ne apne bete se irshad farmaya: Jo shaks apne dushman ko gussa dilana chahe to us ko chahie keh apne bachon se lathi mut uthae.
Hazrat Ibn Aun narrates that it was asked from Imam Muhammad (about eating lizard), he said: I do not see any harm in it if there is no intoxication in it.
حضرت ابن عون فرماتے ہیں کہ حضرت امام محمد سے اس بارے میں پوچھا ؟ آپ نے فرمایا : میں کوئی حرج نہیں سمجھتا اگر اس میں کوئی سرکشی نہ ہو۔
Hazrat Ibn Aun farmate hain keh Hazrat Imam Muhammad se is bare mein poocha? Aap ne farmaya: mein koi harj nahin samjhta agar is mein koi sarkashi na ho.