Hazrat Haroon narrates that he has heard from Hazrat Abraham about a man who, after his blood money was accepted, killed the murderer. You said: He will be killed. Have you not heard that Allah, the Lord of Glory, says: "There is a painful punishment for him?"
حضرت ہارون فرماتے ہیں کہ حضرت عکرمہ سے ایسے آدمی کے بارے میں مروی ہے کہ جس نے اپنی دیت لینے کے بعد قاتل کو قتل کردیا ہو۔ آپ نے فرمایا : اس کو قتل کردیا جائے گا کیا تم نے سنا نہیں ؟ اللہ رب العزت فرماتے ہیں اس کے لیے درد ناک عذاب ہے ؟
Hazrat Haroon farmate hain keh Hazrat Akarma se aise aadmi ke bare mein marvi hai keh jis ne apni deet lene ke baad qatil ko qatal kar diya ho. Aap ne farmaya: Iss ko qatal kar diya jaye ga kya tum ne suna nahin? Allah Rab ul Izzat farmate hain iss ke liye dardnak azab hai?
It is narrated on the authority of Yunus that a man came to Hasan al-Basri and said that one of his relatives had been murdered. He forgave the killer, but then the killer came and killed him too. Hasan al-Basri said, "He shall not be killed."
حضرت یونس فرماتے ہیں کہ حضرت حسن بصری سے ایک آدمی کے بارے میں مروی ہے کہ جس کے ایک مقتول کو قتل کردیا گیا تھا پس اس نے قاتل کو معاف کردیا پھر وہ قاتل آیا تو اس نے اسے قتل کردیا ۔ حضرت حسن بصری نے فرمایا : اسے قتل نہیں کیا جائے گا۔
Hazrat Younus farmate hain keh Hazrat Hasan Basri se ek aadmi ke bare mein marvi hai keh jis ke ek maqtool ko qatal kar diya gaya tha pas us ne qatil ko maaf kar diya phir woh qatil aaya to us ne use qatal kar diya. Hazrat Hasan Basri ne farmaya: use qatal nahin kiya jaye ga.