Who considers there to be punishment for hinting at slander.
مَنْ كَانَ يَرَى فِي التَّعْرِيضِ عُقُوبَةً
Musannaf Ibn Abi Shaybah 28375
Hazrat Ibrahim bin Aamir narrates that it is narrated from Hazrat Saeed bin Musayyab that a person said to another person: O son of a singing woman. So you said: The punishment of Qazaf (false accusation of adultery) will be applied to him.
حضرت ابراہیم بن عامر فرماتے ہیں کہ حضرت سعید بن مسیب سے مروی ہے کہ ایک آدمی نے کسی آدمی کو یوں کہہ دیا : اے گانے والی عورت کے بیٹے تو آپ نے فرمایا : اس پر حد قذف لگائی جائے گی۔
Hazrat Ibrahim bin Aamir farmate hain ki Hazrat Saeed bin Musayyab se marvi hai ki ek aadmi ne kisi aadmi ko yun keh diya: Aye ganay wali aurat ke bete to aap ne farmaya: Is par hadd qazaf lagayi jayegi.
Abu al-Rijal reported on the authority of his mother, Umm 'Umarah, that two men abused each other. One of them said: My mother is not a fornicatress, nor is my father a fornicator. 'Umar consulted the people about it. They said: He has praised his father and mother. He ('Umar) said: There could have been other (ways of) praising for both of them. So he (the Holy Prophet) inflicted (the prescribed punishment) on him.
حضرت ابو الرجال فرماتے ہیں کہ ان کی والدہ حضرت عمرہ نے ارشاد فرمایا : دو آدمیوں نے ایک دوسرے کو گالیاں دیں، پس ان میں سے ایک کہنے لگا : میری ماں زانیہ عورت نہیں ہے اور میرا باپ بھی زانی نہیں، تو حضرت عمر نے اس بارے میں لوگوں سے مشورہ لیا، لوگوں نے کہا، اس نے تو اپنے باپ اور ماں کی تعریف کی ہے آپ نے فرمایا : ان دونوں کے لیے اس کے علاوہ بھی تعریف ہوسکتی تھی، پس آپ نے اس پر حد لگائی۔
Hazrat Abu Al Rijal farmate hain ki un ki walida Hazrat Umrah ne irshad farmaya: do aadmiyon ne ek doosre ko galiyan di, pas un me se ek kahne laga: meri maa zania aurat nahi hai aur mera baap bhi zani nahi, to Hazrat Umar ne is bare me logon se mashwara liya, logon ne kaha, is ne to apne baap aur maa ki tareef ki hai aap ne farmaya: in donon ke liye is ke ilawa bhi tareef ho sakti thi, pas aap ne is par had lagai.
Hazrat Mu'awiyah ibn Qurrah narrates that a man said to someone: "O son of a fornicator!" So, the latter sought help from Hazrat Uthman bin 'Affan against the former. He (Hazrat Uthman) said: "I think he meant such and such by it." So, at the order of Hazrat Uthman, the punishment (Hadd) was inflicted on him (the abuser).
حضرت معاویہ بن قرہ فرماتے ہیں کہ ایک آدمی نے کسی سے کہا : اے ابن شامۃ الوذر یعنی زنا کرنے والے کے بیٹے تو اس شخص نے حضرت عثمان بن عفان سے اس شخص کے خلاف مدد طلب کی تو وہ کہنے لگا : بیشک میں نے اس سے ایسے اور ایسے معنی مراد لیے ہیں۔ پس حضرت عثمان کے حکم سے اس پر حد لگائی گئی۔
Hazrat Muawiya bin Qura farmate hain keh ek aadmi ne kisi se kaha: Aye Ibne Shamatul Wizr yani zina karne wale ke bete to us shakhs ne Hazrat Usman bin Affan se us shakhs ke khilaf madad talab ki to wo kehne laga: Beshak maine is se aise aur aise maeny murad liye hain. Pas Hazrat Usman ke hukm se is par had lagai gai.