Hazrat Akrama narrated that Ibn Abbas, while explaining the Quranic verse {stones of baked clay}, said: It means baked bricks in Farsi (Persian).
حضرت عکرمہ فرماتے ہیں کہ حضرت ابن عباس آیت { حِجَارَۃً مِنْ سِجِّیلٍ } مٹی کی کنکریاں کے بارے میں فرمایا : یہ فارسی زبان میں مٹی کی کنکریوں کو کہتے ہیں۔
Hazrat Akrma farmate hain ke Hazrat Ibn Abbas ayat {hijaratan min sijjil} mitti ki kankariyon ke bare mein farmaya: yeh Farsi zaban mein mitti ki kankariyon ko kehte hain.
Hazrat Saeed bin Jubair narrates that Hazrat Ibn Abbas said about the verse (Each one of them wishes that he could be given a life of a thousand years) : This is like the saying of the people of Umayya. May you live a thousand years, meaning live a thousand years.
حضرت سعید بن جبیر فرماتے ہیں کہ حضرت ابن عباس نے آیت ( ان میں سے ہر ایک چاہتا ہے کہ کاش اسے ہزار سال کی عمر ملے) کے بارے میں فرمایا : یہ عجمیوں کے محاورے کی طرح ہے۔ زھر ہزار سال یعنی جیو ہزار سال۔
Hazrat Saeed bin Jubair farmate hain keh Hazrat Ibn Abbas ne aayat (In mein se har aik chahta hai keh kash use hazar saal ki umar mile) ke bare mein farmaya : Yeh ajmiyon ke muhaware ki tarah hai. Zeher hazar saal yani jio hazar saal.
Hazrat Qasim narrates that Hazrat Abu Umama narrated: Indeed, the angels who carry the Throne speak Persian of the East.
حضرت قاسم فرماتے ہیں کہ حضرت ابو امامہ نے ارشاد فرمایا : یقیناً وہ فرشتے جو عرش اٹھاتے ہیں جو مشرق کی فارسی زبان میں کلام کرتے ہیں۔
Hazrat Qasim farmate hain keh Hazrat Abu Umama ne irshad farmaya: Yaqinan wo farishte jo arsh uthate hain jo mashriq ki Farsi zuban mein kalm karte hain.