Hazrat Ali says that the Sunnah of the obligatory prayer is that a person should not support himself with his hands on the ground when standing up in the first two rak'ahs of the prayer, unless he is an old man and does not have the strength to stand up without support, then it is permissible for him.
حضرت علی فرماتے ہیں کہ فرض نماز میں سنت یہ ہے کہ آدمی نماز کی پہلی دو رکعتوں میں اٹھتے وقت ہاتھوں سے زمین کا سہارا نہ لے، البتہ کوئی بوڑھا آدمی ہو اور بغیر سہارا لیے اٹھنے کی طاقت نہ رکھتا ہو تو اس کے لیے اجازت ہے۔
Hazrat Ali farmate hain keh farz namaz mein sunnat yeh hai keh aadmi namaz ki pehli do rakaton mein uthte waqt hathon se zameen ka sahara na le, albatta koi boodha aadmi ho aur baghair sahara liye uthne ki taqat na rakhta ho to uske liye ijazat hai.
Hazrat Mehdi bin Maimoon narrates that Hazrat Ibn Sireen considered it undesirable to take support with hands (while getting up or sitting down). And Hazrat Hassan used to take support with hands.
حضرت مہدی بن میمون فرماتے ہیں کہ حضرت ابن سیرین ہاتھوں سے سہارا لینے کو مکروہ خیال فرماتے تھے۔ اور حضرت حسن ہاتھوں سے سہارا لیا کرتے تھے۔
Hazrat Mahdi bin Maymoon farmate hain keh Hazrat Ibn Sireen hathon se sahara lene ko makruh khayal farmate thay. Aur Hazrat Hassan hathon se sahara liya karte thay.
Hazrat Abu Qilaba narrates that Malik bin Huwairith came to us and said, "Shall I not lead you in prayer like the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him)?" So Malik bin Huwairith offered prayer without regard to time. When he raised his head from the second prostration of the first rak'ah, he sat up straight, then stood up, supporting himself with his hands.
حضرت ابو قلابہ فرماتے ہیں کہ مالک بن حویر ث ہمارے پاس آئے اور انھوں نے فرمایا کہ کیا میں تمہیں رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کی نماز نہ بتاؤں۔ پس مالک بن حویرث نے وقت کے بغیر نماز پڑھی، جب انھوں نے پہلی رکعت کے دوسرے سجدے سے سر اٹھایا تو پوری طرح بیٹھ گئے، پھر کھڑے ہوئے اور ہاتھوں سے سہارا لیا۔
Hazrat Abu Qalaba farmate hain ke Malik bin Huwairith humaray pas aaye aur unhon ne farmaya ke kya main tumhen Rasool Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ki namaz na bataun. Pas Malik bin Huwairith ne waqt ke baghair namaz parhi, jab unhon ne pehli rakat ke dusre sajday se sar uthaya to puri tarah baith gaye, phir kharay huye aur hathon se sahara liya.