Hazrat Anas bin Malik narrates that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) used to chat with us. One day you said to my brother, "O Abu Umair! What happened to your bird?" Then you spread a mat and prayed on it.
حضرت انس بن مالک فرماتے ہیں کہ نبی پاک حضور (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) ہمارے ساتھ دل لگی کی باتیں کیا کرتے تھے، ایک دن آپ نے میرے بھائی سے فرمایا ” اے ابو عمیر ! تمہارے نغیر (پرندہ) کا کیا ہوا ؟ “ پھر آپ نے ایک دری بچھائی اور اس پر نماز پڑھی۔
Hazrat Anas bin Malik farmate hain ke Nabi Pak Huzoor (Sallallahu Alaihi Wasallam) humare sath dil lagi ki baatein kiya karte thay, aik din aap ne mere bhai se farmaya "Ae Abu Umair! tumhare Nughair (parinda) ka kya hua?" Phir aap ne ek dari bichhai aur us par namaz parhi.
Hazrat Mughira says that Hazrat Mahal was saying to Hazrat Ibrahim that I saw Abu Wa'il praying on a carpet. Hazrat Ibrahim said that Abu Wa'il was better than me.
حضرت مغیرہ کہتے ہیں کہ حضرت محل حضرت ابراہیم سے کہہ رہے تھے کہ میں نے ابو وائل کو ایک قالین پر نماز پڑھتے دیکھا ہے۔ حضرت ابراہیم نے فرمایا کہ ابو وائل مجھ سے بہتر تھے۔
Hazrat Mughira kehty hain keh Hazrat Mahel Hazrat Ibrahim se keh rahy thy keh mein ne Abu Vail ko aik qaleen per namaz parhty dekha hai. Hazrat Ibrahim ne farmaya keh Abu Vail mujh se behtar thy.
Hazrat Awza'i said: "I saw Hazrat Ata praying on a white mat in Masjid al-Haram. At that time, there was no one between him and those performing Tawaf."
حضرت اوزاعی فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت عطاء کو مسجد حرام میں ایک سفید دری پر نماز پڑھتے دیکھا ہے اس وقت ان کے اور طواف کرنے والوں کے درمیان کوئی نہ تھا۔
Hazrat Auzai farmate hain keh main ne Hazrat Ata ko Masjid Haram mein aik safaid dari par namaz parhte dekha hai us waqt un ke aur tawaf karne walon ke darmiyan koi na tha
Hazrat Abdul Malik bin Saeed said that I saw my father Hazrat Saeed bin Jubair praying on a mat, and he also used to prostrate on the same.
حضرت عبد الملک بن سعید فرماتے ہیں کہ میں نے اپنے والد حضرت سعید بن جبیر کو ایک دری پر نماز پڑھتے دیکھا ہے وہ اسی پر سجدہ بھی کرتے تھے۔
Hazrat Abd al Malik bin Saeed farmate hain ki maine apne walid Hazrat Saeed bin Jubair ko ek dari par namaz parhte dekha hai wo usi par sajdah bhi karte the.
Hazrat Younus narrates that Hazrat Hassan used to pray on a prayer rug in such a way that his feet and knees would be on the rug, while his hands and face would be on the ground or on a mat.
حضرت یونس فرماتے ہیں کہ حضرت حسن ایک قالین پر اس طرح نماز پڑھتے تھے کہ ان کے پاؤں اور ان کے گھٹنے قالین پر اور ان کے ہاتھ اور چہرہ زمین پر یا کسی چٹائی پر ہوتے تھے۔
Hazrat Younas farmate hain keh Hazrat Hassan aik qaleen par iss tarah namaz parhte thay keh un ke paon aur un ke ghutne qaleen par aur un ke hath aur chehra zameen par ya kisi chatai par hote thay.
Hazrat Sufyan narrates that Hazrat Ibrahim and Hazrat Hassan used to offer prayers on a rug which had images on its inner side.
حضرت سفیان فرماتے ہیں کہ حضرت ابراہیم اور حضرت حسن ایسی دری پر نماز پڑھا کرتے تھے جس میں یعنی اندر کی جانب میں تصویریں ہوا کرتی تھیں۔
Hazrat Sufiyan farmate hain keh Hazrat Ibrahim aur Hazrat Hassan aisi dari par namaz parha karte thay jis mein yani andar ki janabe mein tasveerein hua karti thin.