Hazrat Sufyan bin 'Uyainah relates that 'Abdullah ibn Abi Yazid saw Hazrat Husayn ibn 'Ali at the Zamzam well, and at that time the call to prayer was given. There was some discussion between the Imam and some people. The mu'adhdhin was saying that the prayer had begun, and the people were telling him to sit down. He would then repeat that the prayer had begun.
حضرت سفیان بن عیینہ فرماتے ہیں کہ عبید اللہ بن ابی یزید نے حضرت حسین بن علی کو زمزم کے حوض میں دیکھا، اتنے میں نماز کے لیے اقامت ہوگئی۔ جس پر امام اور کچھ لوگوں میں کچھ بات ہوگئی۔ اعلان کرنے والا کہتا تھا کہ نماز کھڑی ہوگئی ہے اور لوگ اسے بیٹھنے کا حکم دیتے تھے۔ وہ پھر کہتا کہ نماز کھڑی ہوگئی ہے۔
Hazrat Sufyan bin Uyaina farmate hain keh Ubaid Ullah bin Abi Yazid ne Hazrat Hussain bin Ali ko Zamzam ke howz mein dekha, itne mein namaz ke liye iqamat hogayi. Jis par Imam aur kuch logon mein kuch baat hogayi. Elan karne wala kehta tha keh namaz khari hogayi hai aur log use baithne ka hukum dete the. Woh phir kehta keh namaz khari hogayi hai.
Hazrat Suwayd bin Ghuflah says that when a person enters the mosque during his stay, he should stand if he wishes, because it is easier for an old person. And Hazrat Aamir says that there is no harm in it.
حضرت سوید بن غفلہ فرماتے ہیں کہ جب آدمی دورانِ اقامت مسجد میں داخل ہو تو اسے چاہیے کہ اگر چاہے تو کھڑا رہے کیونکہ بوڑھے آدمی کے لیے اس میں زیادہ سہولت ہے۔ اور حضرت عامر فرماتے ہیں کہ اس میں کوئی حرج نہیں۔
Hazrat Suwaid bin Ghafla farmate hain ke jab aadmi dauran e iqamat masjid mein dakhil ho to use chahie ke agar chahe to khara rahe kyunki budhe aadmi ke liye is mein zyada sahulat hai aur Hazrat Amir farmate hain ke is mein koi harj nahi.
Hazrat Mughirah narrates that once Hazrat Ibrahim reached the mosque and the Muazzin had started the Iqamah. Hazrat Ibrahim kept his foot between the shade and the courtyard until the Muazzin finished the Iqamah.
حضرت مغیرہ فرماتے ہیں کہ حضرت ابراہیم ایک مرتبہ مسجد میں پہنچے تو مؤذن نے اقامت شروع کردی تھی، حضرت ابراہیم نے مؤذن کے اقامت سے فارغ ہونے تک اپنا پاؤں سائبان اور صحن کے درمیان رکھ دیا۔
Hazrat Mugheera farmate hain ki Hazrat Ibrahim ek martaba masjid mein pahunche to moazzin ne iqamat shuru kar di thi, Hazrat Ibrahim ne moazzin ke iqamat se farigh hone tak apna paon saiban aur sahan ke darmiyan rakh diya.