Hazrat Ibn Abbas said about the person who turns away from the qibla and recites the verse of prostration that there is no harm in him performing the prostration.
حضرت ابن عباس اس شخص کے بارے میں جو قبلے سے رخ ہٹا کر آیت سجدہ کی تلاوت کرے فرماتے ہیں کہ وہ سجدہ کرے گا اس میں کوئی حرج نہیں۔
Hazrat Ibn Abbas us shakhs ke baaray mein jo qibla se rukh hata kar aayat sajda ki tilawat kare farmate hain ke woh sajda kare ga us mein koi harj nahi.
Hazrat Ata' said that Hazrat Abu Abdur Rahman used to recite the verse of prostration while walking, facing any direction other than the Qibla, and then he would gesture with his head and finish the prayer.
حضرت عطاء فرماتے ہیں کہ حضرت ابو عبد الرحمن چلتے ہوئے قبلے کے علاوہ کسی طرف رخ کرکے آیت سجدہ پڑھتے تھے اور پھر سر سے اشارہ کرکے سلام پھیر لیتے تھے۔
Hazrat Ata farmate hain keh Hazrat Abu Abdur Rahman chalte huwe qiblay kay ilawa kisi taraf rukh kar kay ayat sajda parhte thay aur phir sar se ishara kar kay salaam pher lete thay.
Hazrat Sufiyan bin Husain narrates that Hazrat Hassan (RA) recited the verse of Surah Saad about prostration while standing near a woman, and then told the people to turn towards the Qibla.
حضرت سفیان بن حسین کہتے ہیں کہ حضرت حسن نے ایک ستون کے پاس کھڑے ہو کر سورة ص کی آیت سجدہ پڑھی پھر لوگوں سے فرمایا کہ قبلے کی طرف رخ کرلو۔
Hazrat Sufyan bin Hussain kehte hain ke Hazrat Hassan ne aik sutoon ke pass kharay ho kar Sura Sa ki ayat Sajda parhi phir logon se farmaya ke qibla ki taraf rukh karlo.
Hazrat Abu Abdur Rahman said that if a person recites the verse of prostration while sitting, then he should face the Qibla and perform the prostration.
حضرت ابوعبد الرحمن فرماتے ہیں کہ اگر کوئی شخص بیٹھ کر آیت سجدہ پڑھے تو اسے چاہیے کہ قبلہ رخ ہو کر سجدہ کرے۔
Hazrat Abu Abdur Rahman farmate hain keh agar koi shakhs beth kar ayat sajda parhe to use chahiye keh qibla rukh ho kar sajda kare.