Hazrat Abu Khulda said that I told Hazrat Abu Al-Aliyah that I had offered prayer in the mosque of so-and-so people, their Imam recited the verse of prostration but did not prostrate. Hazrat Abu Al-Aliyah said why did you not prostrate?
حضرت ابو خلدہ کہتے ہیں کہ میں نے حضرت ابو العالیہ کو بتایا کہ میں نے فلاں لوگوں کی مسجد میں نماز پڑھی ہے، ان کے امام نے آیت سجدہ کی تلاوت کی لیکن سجدہ نہیں کیا۔ حضرت ابوا لعالیہ نے فرمایا کہ تم نے سجدہ کیوں نہیں کیا ؟
Hazrat Abu Khulda kehte hain ke main ne Hazrat Abu al Alia ko bataya ke main ne falan logon ki masjid mein namaz parhi hai, un ke imam ne ayat sajda ki tilawat ki lekin sajda nahin kiya. Hazrat Abu al Alia ne farmaya ke tum ne sajda kyon nahin kiya?
Hazrat Abdur Rahman Aaraj (R.A) narrates that Hazrat Abu Hurairah (R.A) used to prostrate in Surah Al-Inshiqaq. If he was behind someone, offering prayer, and the Imam, while reciting Surah Al-Inshiqaq, did not prostrate, Hazrat Abu Hurairah (R.A) would signal with his head bowed.
حضرت عبد الرحمن اعرج کہتے ہیں کہ حضرت ابوہریرہ سورة الانشقاق میں سجدہ کیا کرتے تھے۔ اگر وہ کسی کے پھے رت نماز پڑھتے اور امام سورة الانشقاق کی تلاوت کرتے ہوئے سجدہ نہ کرتا تو حضرت ابوہریرہ سر کو جھکا کر اشارہ کرلیا کرتے تھے۔
Hazrat Abdul Rahman Eraj kehty hain keh Hazrat Abu Huraira Surah Al Inshiqaq mein Sajda kya kerty thy. Agar woh kisi k peechy rat namaz parhty aur Imam Surah Al Inshiqaq ki tilawat kerty hue Sajda na kerta tou Hazrat Abu Huraira sar ko jhuka ker ishara ker liya kerty thy.
Hazrat Abu Umair Maula Al-Mطلب narrates that on Friday, I was sitting with Hazrat Ibn Umar in the Masjid, near the room of Hazrat Aisha. Hazrat Tariq was delivering the sermon. He recited Surah An-Najm. Hearing this, Hazrat Ibn Umar prostrated and we also prostrated. And this wretched (Tariq Khatib) didn't move.
حضرت ابو عمر مولی المطلب فرماتے ہیں کہ میں جمعہ کے دن حضرت ابن عمر کے ساتھ حضرت عائشہ کے حجرے کے ساتھ مسجد میں بیٹھا تھا۔ حضرت طارق لوگوں کو خطبہ دے رہے تھے۔ انھوں نے سورة النجم کی تلاوت کی۔ اسے سن کر حضرت ابن عمر نے بھی سجدہ کیا اور ہم نے بھی سجدہ کیا۔ اور اس بدنصیب (طارق خطیب) نے کوئی حرکت نہ کی۔
Hazrat Abu Umar Mola Al-Muttalib farmate hain ke main juma ke din Hazrat Ibn Umar ke sath Hazrat Ayesha ke hujre ke sath masjid mein betha tha. Hazrat Tariq logon ko khutba de rahe the. Unhon ne Surah An-Najm ki tilawat ki. Use sun kar Hazrat Ibn Umar ne bhi sajda kiya aur hum ne bhi sajda kiya. Aur is badnaseeb (Tariq Khatib) ne koi harkat na ki.