Hazrat Abdullah narrates that the Holy Prophet Muhammad (peace and blessings of Allah be upon him) performed the prostration of forgetfulness (sajdah sahw) after finishing the prayer.
حضرت عبداللہ فرماتے ہیں کہ نبی پاک حضور (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے بات کرنے کے بعد سجودِ سہو فرمائے۔
Hazrat Abdullah farmate hain ke Nabi Pak Huzoor (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne baat karne ke baad Sajda Sahu farmaye.
Imam Hammad, regarding a person who forgets to perform the prostration of forgetfulness (sajdah sahw) and exits the mosque, states that he should not repeat the prayer. Whereas, Imam Ibn Shubrumah says that he should repeat the prayer.
حضرت حماد اس شخص کے بارے میں جو سجدہ سہو کرنا بھول جائے اور مسجد سے باہر نکل جائے فرماتے ہیں کہ وہ نماز کو نہیں لوٹائے گا۔ جبکہ حضرت ابن شبرمہ فرماتے ہیں کہ وہ نماز کو لوٹائے گا۔
Hazrat Hammad us shakhs ke bare mein jo sajda sahw karna bhul jaye aur masjid se bahar nikal jaye farmate hain ke woh namaz ko nahi lautaye ga. Jabke Hazrat Ibn Shabrama farmate hain ke woh namaz ko lautaye ga.
Hazrat Salama bin Nabi (may Allah be pleased with him) narrates that I asked Hazrat Zahaq (may Allah be pleased with him) that I forgot to perform the prostration of forgetfulness (sajdah sahw) during my prayer. What should I do now? He replied, "Perform the prostration now."
حضرت سلمہ بن نبی ط کہتے ہیں کہ میں نے حضرت ضحاک سے سوال کیا کہ مجھے سہو ہوگیا اور میں نے سجدہ نہ کیا اب کیا حکم ہے ؟ انھوں نے فرمایا کہ اب یہاں سجدہ کرلو۔
Hazrat Salma bin Nabi t kahte hain keh maine Hazrat Dahak se sawal kya keh mujhe saho hogaya aur maine sajda na kya ab kya hukum hai? Unhon ne farmaya keh ab yahan sajda karlo.
Hazrat Abraham and Hazrat Ali bin Madrak state that Hazrat Alqama mistakenly led us in prayer for five rakats. When he finished the prayer with salam, people told him that he had led five rakats. He turned to one of the people and said, "O one-eyed man! Did that really happen?" He replied, "Yes." Then Hazrat Alqama performed two prostrations of forgetfulness.
حضرت ابراہیم اور حضرت علی بن مدرک فرماتے ہیں کہ حضرت علقمہ نے ہمیں نماز میں بھول کر پانچ رکعات پڑھادیں۔ جب انھوں نے سلام پھیرا تو لوگوں نے انھیں بتایا کہ آپ نے پانچ رکعات پڑھا دی ہیں۔ وہ لوگوں میں سے ایک کی طرف متوجہ ہوئے اور اسے فرمایا کہ اے کانے ! کیا واقعی ایسا ہوا ہے ؟ اس نے کہا جی ہاں۔ پھر حضرت علقمہ نے سہو کے دو سجدے کئے۔
Hazrat Ibrahim aur Hazrat Ali bin Mudrik farmate hain keh Hazrat Alqama ne humein namaz mein bhul kar paanch rakat parha deen. Jab unhon ne salam phera to logon ne unhein bataya keh aap ne paanch rakat parha de hain. Woh logon mein se aik ki taraf mutawajjah huye aur use farmaya keh aye kane! kya waqai aisa huwa hai? Us ne kaha ji haan. Phir Hazrat Alqama ne sahu ke do sajde kiye.