Hazrat Yunus narrates that once an Imam of a mosque committed a mistake in prayer, but he did not perform the prostration of forgetfulness. Some people performed it while others did not. When this issue was presented before Hazrat Hassan, he said that it was not obligatory for the people to perform the prostration in this situation. When this was mentioned to Hazrat Ibn Sireen, he considered the action of those who performed the prostration as preferable.
حضرت یونس فرماتے ہیں کہ ایک مرتبہ جامع مسجد کے ایک امام کو نماز میں سہو ہوگیا، اس نے سجدہ سہو نہ کیا۔ کچھ لوگوں نے سجدہ سہو کرلیا اور کچھ نے نہ کیا۔ یہ مسئلہ حضرت حسن کی خدمت میں پیش کیا گیا تو انھوں نے فرمایا کہ لوگوں پر اس صورت میں سجدہ کرنا واجب نہیں۔ حضرت ابن سیرین سے ذکر کیا گیا تو انھوں نے ان لوگوں کے عمل کو راجح قرار دیا جنہوں نے سجدہ کیا تھا۔
Hazrat Yunus farmate hain ke ek martaba jame masjid ke ek imam ko namaz mein sahu hogaya, usne sajda sahu na kiya. Kuch logon ne sajda sahu karliya aur kuch ne na kiya. Ye masla Hazrat Hasan ki khidmat mein pesh kiya gaya to unhon ne farmaya ke logon par is surat mein sajda karna wajib nahin. Hazrat Ibn Sireen se zikar kiya gaya to unhon ne un logon ke amal ko rajih karar diya jinhon ne sajda kiya tha.
Hazrat Ibrahim and Hazrat Ata state that if the Imam does not perform the prostration of forgetfulness (sajda sahw), then it is not obligatory on the people.
حضرت ابراہیم اور حضرت عطاء فرماتے ہیں کہ جب امام سجدہ سہو نہ کرے تو لوگوں پر بھی واجب نہیں۔
Hazrat Ibrahim aur Hazrat Ata farmate hain keh jab Imam Sajda Sahu na kare to logon per bhi wajib nahi.
Hazrat Wahab bin Ajlan narrates that I saw Hazrat Qasim and Hazrat Salem praying behind an Imam. The Imam made a mistake but did not perform Sajdah Sahw. So both of them also did not perform Sajdah Sahw.
حضرت وہیب بن عجلان فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت قاسم اور حضرت سالم کو دیکھا کہ انھوں نے ایک امام کے پیچھے نماز پڑھی، امام کو سہو ہوا لیکن اس نے سجدہ نہیں کیا توا ن دونوں حضرات نے بھی سجدہ نہیں کیا۔
Hazrat Wahab bin Ajlan farmate hain ke maine Hazrat Qasim aur Hazrat Salim ko dekha ke unhon ne ek imam ke peeche namaz parhi, imam ko sahu hua lekin us ne sajda nahi kiya to un donon hazrat ne bhi sajda nahi kiya.
Hazrat Mis'ar narrates: I inquired from Hazrat Hukm and Hazrat Hammad regarding this matter. Hazrat Hukm said: People will prostrate. Hazrat Hammad said: Prostration is not obligatory upon them.
حضرت مسعر کہتے ہیں کہ میں نے اس بارے میں حضرت حکم اور حضرت حماد سے سوال کیا تو حضرت حکم نے فرمایا کہ لوگ سجدہ کریں گے اور حضرت حماد نے فرمایا کہ ان پر سجدہ واجب نہیں۔
Hazrat Misar kehty hain keh maine iss baray mein Hazrat Hukm aur Hazrat Hammad se sawal kiya to Hazrat Hukm ne farmaya keh log sijda karenge aur Hazrat Hammad ne farmaya keh un par sijda wajib nahin.