Prophet Muhammad said that the predecessors liked it when a person, while prostrating, would place his hands like this. Saying this, the narrator Az-Zuhr joined his fingers together and showed (the way).
حضرت محمد فرماتے ہیں کہ اسلاف اس بات کو پسند فرماتے تھے کہ جب آدمی سجدہ کرے تو ہاتھوں کو یوں رکھے۔ یہ کہہ کر راوی ازہر نے اپنے ہاتھ کی انگلیوں کو ملا کر دکھایا۔
Hazrat Muhammad farmate hain keh aslaaf is baat ko pasand farmate thay keh jab aadmi sajdah kare to hathon ko yun rakhe. Yeh keh kar ravi azeer ne apne hath ki ungliyon ko mila kar dikhaya.
Hazrat Abdur Rahman bin Qasim narrates that I offered prayer with Hazrat Hafsa bin Asim. When I went into prostration, I spread my fingers and turned my palms towards the Qibla. When I finished the prayer, he said, "O nephew! When you prostrate, keep your fingers close together and keep your hands facing the Qibla, because the hands also prostrate with the face."
حضرت عبد الرحمن بن قاسم کہتے ہیں کہ میں نے حضرت حفص بن عاصم کے ساتھ نماز پڑھی، جب میں سجدے میں گیا تو میں نے اپنی انگلیوں کو کھول کر رکھا اور اپنی ہتھیلیوں کو قبلے سے پھیرلیا۔ جب میں نے سلام پھیرا تو انھوں نے فرمایا ” اے بھتیجے ! جب تم سجدہ کرو اپنی انگلیوں کو ملا کر رکھو، اور اپنے ہاتھوں کو قبلہ رخ رکھو، کیونکہ چہرے کے ساتھ ہاتھ بھی سجدہ کرتے ہیں۔
Hazrat Abdur Rahman bin Qasim kahte hain ke main ne Hazrat Hafs bin Asim ke sath namaz parhi, jab main sajday main gaya to main ne apni ungliyon ko khol kar rakha aur apni hatheliyon ko qibla se pher liya. Jab main ne salam phera to unhon ne farmaya "Ae bhateeje! Jab tum sajdah karo apni ungliyon ko mila kar rakho, aur apne hathon ko qibla rukh rakho, kyunki chehre ke sath hath bhi sajdah karte hain.