Hazrat Abu Khushayma said that I went to Hazrat Hakam bin Urwah with him during a time of illness. He asked us, "Have you prayed Asr?" We said, "Yes." So he got up and prayed a prayer that was very comfortable for him in his illness.
حضرت ابو خشینہ کہتے ہیں کہ میں حضرت حکم بن اعرج کے ساتھ بکر مزنی کی بیماری میں ان کے پاس گیا، انھوں نے ہم سے پوچھا کہ کیا تم نے عصر کی نماز پڑھ لی ؟ ہم نے کہا جی ہاں، اس پر وہ کھڑے ہوئے اور انھوں نے ایسی نماز پڑھی جو ان کی بیماری کے لیے انتہائی آرام دہ تھی۔
Hazrat Abu Khusheena kehte hain ke mein Hazrat Hukm bin Arj ke sath Bakr Muzni ki bimari mein un ke paas gaya, unhon ne hum se poocha ke kya tum ne Asr ki namaz parh li? Hum ne kaha ji haan, is par woh kharay huye aur unhon ne aisi namaz parhi jo un ki bimari ke liye intehai aaram deh thi.
Hazrat Raja bin Obaid says that I was with Hazrat Abu Saeed Khudri during his last illness. He fell unconscious. When he regained consciousness, we said, "O Abu Saeed! It's time for prayer." He said, "It is enough for me to gesture."
حضرت رجاء بن عبیدہ کہتے ہیں کہ میں حضرت ابو سعید خدری کے مرض الوفات میں ان کے پاس تھا کہ ان پر بےہوشی طاری ہوگئی، جب انھیں افاقہ ہوا تو ہم نے ان سے کہا کہ اے ابو سعید ! نماز کا وقت ہوگیا ہے ! انھوں نے فرمایا کہ میرے لیے اشارہ کرنا کافی ہے۔
Hazrat Raja bin Ubaidah kahte hain ke mein Hazrat Abu Saeed Khudri ke marz ul wafat mein un ke paas tha ke un par behoshi tari hogayi, jab unhen ifaqah hua to hum ne un se kaha ke aye Abu Saeed! Namaz ka waqt hogaya hai! Unhon ne farmaya ke mere liye ishara karna kafi hai.
Hazrat Asim said that once I was ill. Hazrat Abu Wa'il came to visit me. I asked, "O Abu Wa'il! I am a bedridden patient, so should I offer prayer?" He replied, "Yes."
حضرت عاصم کہتے ہیں کہ ایک مرتبہ میں بیمار تھا کہ حضرت ابو وائل میرے پاس تشریف لائے، میں نے کہا کہ اے ابو وائل ! میں ایک مستقل مریض ہوں تو کیا میں نماز پڑھوں گا۔ انھوں نے کہا جی ہاں۔
Hazrat Asim kehte hain ke aik martaba mein beemaar tha ke Hazrat Abu Wael mere paas tashreef laaye, mein ne kaha ke ae Abu Wael! mein aik mustaqil mareez hun to kya mein namaz parhun ga. Unhon ne kaha jee haan.