Hazrat Alqama narrates that Hazrat Abdullah went to visit his brother Utbah and saw him praying while leaning on a stick. He removed the stick and threw it away, saying that this thing has been introduced by Satan. You should place your forehead on the ground, and if you are unable to do so, then pray with gestures.
حضرت علقمہ فرماتے ہیں کہ حضرت عبداللہ اپنے بھائی عتبہ کی عیادت کے لیے گئے، دیکھا کہ وہ لکڑی کے سہارے نماز پڑھ رہے ہیں۔ انھوں نے لکڑی کو اٹھا کر پھینک دیا اور فرمایا کہ یہ چیز شیطان کی طرف سے پیدا کی گئی ہے۔ تم اپنے چہرے کو زمین پر رکھو اور اگر اس کی طاقت نہ ہو تو اشارے سے نماز پڑھ لو۔
Hazrat Alqama farmate hain keh Hazrat Abdullah apne bhai Utba ki ayadat ke liye gaye, dekha keh woh lakdi ke sahaare namaz parh rahe hain. Unhon ne lakdi ko utha kar phenk diya aur farmaya keh yeh cheez shaitan ki taraf se paida ki gayi hai. Tum apne chehre ko zameen par rakho aur agar is ki taqat na ho to ishaare se namaz parh lo.
Hazrat Shabi said that Hazrat Ibn Masood went to visit his brother Utbah, who was praying on a Miswak stick. Hazrat Ibn Masood threw away the stick and said, "Pray with gestures."
حضرت شعبی کہتے ہیں کہ حضرت ابن مسعوداپنے بھائی عتبہ کی عیادت کے لیے تشریف لے گئے، وہ ایک مسواک کی لکڑی پر سجدہ کررہے تھے، حضرت ابن مسعود نے اس لکڑی کو پھینک دیا اور فرمایا کہ اشارے سے نماز پڑھو۔
Hazrat Shabi kehte hain ke Hazrat Ibn Masood apne bhai Utbah ki ayadat ke liye tashreef le gaye, woh ek miswak ki lakdi par sajda kar rahe the, Hazrat Ibn Masood ne us lakdi ko phenk diya aur farmaya ke ishare se namaz padho.