Qatadah narrated that Hazrat Hasan said about a man who leaves behind his daughter, who is also his sister and his wife, that she will be the heir due to the closest relationship, and Hazrat Qatadah said that all the property will be given to this woman.
قتادہ روایت کرتے ہیں کہ حضرت حسن نے اس آدمی کے بارے میں فرمایا، جو اپنی بیٹی کو چھوڑ جائے اور وہ اس کی بہن بھی ہو اور اس کی بیوی بھی ہو، کہ وہ قریب ترین رشتہ داری کے اعتبار سے وارث ہوگی، اور حضرت قتادہ فرماتے ہیں کہ اس عورت کو تمام مال دیا جائے گا۔
Qatada riwayat karte hain ke Hazrat Hasan ne iss aadmi ke bare mein farmaya, jo apni beti ko chhod jaye aur wo uski behan bhi ho aur uski biwi bhi ho, ke wo qareeb tareen rishtedari ke aitbaar se waaris hogi, aur Hazrat Qatada farmate hain ke iss aurat ko tamam maal diya jayega.
Yazid bin Harun said: I asked Hammad bin Salamah about the inheritance of a Magian. He said: They will inherit from what is lawful.
یزید بن ہارون فرماتے ہیں کہ میں نے حضرت حماد بن سلمہ سے مجوسی کی میراث کے بارے میں پوچھا، آپ نے فرمایا وہ اس جہت سے وارث ہوں گے جو حلال جہت ہو۔
Yazid bin Haroon farmate hain ke maine Hazrat Hammad bin Salma se Majusi ki miraas ke bare mein poocha, aap ne farmaya woh iss jehat se waris honge jo halal jehat ho.