It is narrated from Hazrat Hazil that Hazrat Abdullah (may Allah be pleased with him) did not make those brothers his partners and used to say that the shares have been completed.
حضرت ھزیل سے روایت ہے کہ حضرت عبداللہ (رض) ان بھائیوں کو شریک نہیں رکھا کرتے تھے اور فرماتے تھے کہ حصّے ختم ہوگئے۔
Hazrat Hazil se riwayat hai ke Hazrat Abdullah (RA) in bhaiyon ko sharik nahi rakha karte thay aur farmate thay ke hissay khatam hogaye.
Hazrat Amer states that Hazrat Ali, Hazrat Abu Musa, and Hazrat Ubayy (may Allah be pleased with them) also did not include these brothers [in inheritance]. Hazrat Wakee' states that the companions of Prophet Muhammad (peace and blessings of Allah be upon him) differed with them regarding including [them in inheritance] except Hazrat Ali (may Allah be pleased with him), for he would not include them.
حضرت عامر فرماتے ہیں کہ حضرت علی اور حضرت ابو موسیٰ اور حضرت ابی (رض) بھی ان بھائیوں کو شریک نہیں بنایا کرتے تھے۔ حضرت وکیع فرماتے ہیں کہ نبی کریم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کے صحابہ کرام نے ان سے اختلاف کیا ہے شریک کرنے کے بارے میں سوائے حضرت علی (رض) کے کہ وہ شریک نہیں بناتے تھے۔
Hazrat Aamir farmate hain keh Hazrat Ali aur Hazrat Abu Moosa aur Hazrat Abi (RA) bhi in bhaiyon ko sharik nahi banaya karte thay. Hazrat Wakee farmate hain keh Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ke Sahaba Kiram ne in se ikhtilaf kya hai sharik karne ke bare mein siwaye Hazrat Ali (RA) ke keh woh sharik nahi banate thay.