Hazrat Abu Hurairah (may Allah be pleased with him) narrated that the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) said: "Whoever enters this mosque of mine" - Imam Abu Bakr (may Allah be pleased with him) said, meaning the mosque of Madinah - "and he does not enter it but to teach something good or to learn something good, then he is like the one who strives in the cause of Allah. And whoever enters it for any other purpose, then he is like the one who looks at the belongings of another."
حضرت ابوہریرہ (رض) فرماتے ہیں کہ رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا : جو شخص میری اس مسجد میں آیا ۔۔۔امام ابوبکر (رض) فرماتے ہیں یعنی مدینہ منورہ کی مسجد میں ۔۔۔ اور وہ نہیں آیا مگر کوئی خیر کی بات سکھانے کے لیے یا سیکھنے کے لیے ۔ تو وہ شخص اللہ کے راستہ میں جہاد کرنے والے کے درجہ میں ہے۔ اور جو شخص اس کے علاوہ کسی اور مقصد کے لیے آیا تو وہ اس شخص کے درجہ میں ہوگا جو کسی دوسرے کا سامان دیکھتا ہے۔
Hazrat Abu Hurairah (RA) farmate hain keh Rasool Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya: Jo shakhs meri is masjid mein aaya... Imam Abubakar (RA) farmate hain yani Madina Munawwara ki masjid mein... aur woh nahin aaya magar koi khair ki baat sikhanay ke liye ya seekhnay ke liye... to woh shakhs Allah ke rastay mein jihad karne walay ke darjay mein hai. Aur jo shakhs is ke ilawa kisi aur maqsad ke liye aaya to woh us shakhs ke darjay mein hoga jo kisi doosre ka saman dekhta hai.
Hazrat Maymunah (RA) Ummul Momineen narrates that I heard the Messenger of Allah (ﷺ) saying: One prayer in this mosque of mine - meaning Masjid e Nabwi - is better than a thousand prayers in any other mosque, except for the mosque in Makkah.
Imam Abu Bakr (RA) said: The people of Egypt also narrated this hadith, but they did not mention Ibn Abbas (RA) in their chain of narration.
حضرت میمونہ (رض) ام المؤمنین فرماتی ہیں کہ میں نے رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کو یہ ارشاد فرماتے ہوئے سنا : میری اس مسجد میں ۔۔۔یعنی مسجد نبوی میں ۔۔۔ایک نماز کا پڑھنا اس کے علاوہ کسی اور مسجد میں ہزار نمازوں سے افضل ہے۔ سوائے مکہ کی مسجد کے۔
امام ابوبکر (رض) فرماتے ہیں : کہ اہل مصر والوں نے بھی اس حدیث کو روایت کیا ہے مگر ان لوگوں کی سند میں ابن عباس (رض) کا ذکر نہیں کیا۔
Hazrat Maimoona Umm ul Momineen farmati hain keh maine Rasool Allah sallallahu alaihi wasallam ko yeh irshad farmate huye suna: meri is masjid mein yani Masjid Nabvi mein ek namaz ka parhna is ke ilawa kisi aur masjid mein hazaar namaazon se afzal hai siwaye Makkah ki masjid ke.
Imam Abu Bakr farmate hain: keh ahal Misr walon ne bhi is hadees ko riwayat kya hai magar in logon ki sanad mein Ibn Abbas ka zikr nahin kya.
Hazrat Ubayy bin Ka'b (RA) narrates that the Holy Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) said: "That mosque whose foundation is laid on piety, that is my mosque."
حضرت اُبیّ بن کعب (رض) فرماتے ہیں کہ نبی کریم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے ارشاد فرمایا : وہ مسجد جس کی بنیاد تقوی پر رکھی گئی ہے وہ میری مسجد ہے۔
Hazrat Ubayy bin Kaab (RA) farmate hain ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya: Woh masjid jis ki bunyad taqwa par rakhi gayi hai woh meri masjid hai.