Hazrat Umar says that when I participated in the Battle of Khyber, I was a slave. When Khyber was conquered, the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) gave me a sword and said, "Hang it up." And he gave me some household goods and did not allocate any share of the spoils of war for me.
حضرت عمر فرماتے ہیں کہ جب میں جنگ خیبر میں شریک ہوا تو میں غلام تھا، جب خیبر فتح ہوا تو آنحضرت (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے مجھے ایک تلوار عطا فرمائی اور فرمایا اس کو لٹکا لو، اور مجھے کچھ گھر کے لیے سامان مرحمت فرمایا اور میرے لیے غنیمت میں حصہ مقرر نہ فرمایا۔
Hazrat Umar farmate hain ke jab main jang khyber mein sharik hua to main ghulam tha, jab khyber fatah hua to Anhazrat (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne mujhe ek talwar ata farmaie aur farmaya is ko latka lo, aur mujhe kuch ghar ke liye saman marhamat farmaya aur mere liye ghanimat mein hissa muqarrar na farmaya.
Hazrat Umair narrates that I participated with my master in the Battle of Khyber. I was not allotted a share in the spoils of war. I was given a sword from the household belongings. I hung it around my neck.
حضرت عمیر فرماتے ہیں کہ میں اور میرے آقا جنگ خیبر میں شریک ہوئے میرے لیے غنیمت میں حصہ مقرر نہ کیا گیا، اور گھر کے سامان سے ایک تلوار دی گئی، میں اس کو گلے میں لٹکا لیتا۔
Hazrat Umair farmate hain ke mein aur mere aqa jang khyber mein sharik hue mere liye ghanimat mein hissa muqarrar na kia gaya, aur ghar ke saman se ek talwar di gai, mein is ko gale mein latka leta.