Hazrat Ziyad bin Sabih Hanafi said that I offered prayer with Hazrat Ibn Umar and I placed my hand over the hand on my waist. When he finished the prayer, he said that this is tantamount to deficiency in prayer and the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) used to forbid it.
حضرت زیاد بن صبیح حنفی کہتے ہیں کہ میں نے حضرت ابن عمر کے ساتھ نماز پڑھی اور میں نے اپنے کولہے پر ہاتھ پر ہاتھ رکھا ۔ جب وہ نماز سے فارغ ہوئے تو انھوں نے فرمایا کہ یہ نماز میں کمی کے مترادف ہے اور رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) اس سے منع فرمایا کرتے تھے۔
Hazrat Ziyad bin Sabeeh Hanafi kehte hain ki maine Hazrat Ibn Umar ke sath namaz parhi aur maine apne kolhe par hath par hath rakha. Jab wo namaz se farigh hue to unhon ne farmaya ki ye namaz mein kami ke mutradif hai aur Rasool Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) is se mana farmaya karte the.
Aisha reported: She saw a man who was placing his hand on his waist (in pride). She said: You (people) have been commanded that the inmates of Hell would be doing like this (in Fire).
حضرت عائشہ نے ایک آدمی کو دیکھا کہ اس نے اپنے ہاتھ کو کولہے پر رکھا ہوا تھا۔ آپ نے فرمایا کہ جہنم والے جہنم میں ایسے کریں گے۔
Hazrat Ayesha ne aik aadmi ko dekha keh us ne apne hath ko kolhay par rakha hua tha. Aap ne farmaya keh jahannam walay jahannam mein aise karein ge.
Hazrat Hameed bin Hilal narrates that placing hands on the hips during prayer is considered disliked (makruh) because when Satan was cast down to earth, he had placed his hands on his hips.
حضرت حمید بن ہلال فرماتے ہیں کہ نماز میں کولہے پر ہاتھ رکھنے کو مکروہ قرار دیا گیا ہے، شیطان جب زمین پر اتارا گیا تو اس نے کولہے پر ہاتھ رکھا ہوا تھا۔
Hazrat Hamid bin Hilal farmate hain keh namaz mein kolhe per hath rakhne ko makrooh qarar diya gaya hai, shetan jab zameen per utara gaya to us ne kolhe per hath rakha hua tha.
Hazrat Hubban bin Amir narrates that I was with Hazrat Qais bin Abad. They saw a man who had placed his hand on his waist. They said to me, "Go to him and tell him not to place his hand like that of a regretful person."
حضرت حبان بن عمیر فرماتے ہیں کہ میں حضرت قیس بن عباد کے ساتھ تھا، انھوں نے ایک آدمی کو دیکھا جس نے کولہے پر ہاتھ رکھے ہوئے تھے۔ انھوں نے مجھ سے فرمایا کہ اس کے پاس جاؤ اور اسے کہو کہ افسوس کرنے والے کی طرح ہاتھ نہ رکھے۔
Hazrat Habban bin Umair farmate hain keh main Hazrat Qais bin Abad ke sath tha, unhon ne aik aadmi ko dekha jis ne kolhe par hath rakhe huye thay. Unhon ne mujh se farmaya keh is ke pass jao aur isse kaho keh afsos karne wale ki tarah hath na rakhe.
It is narrated on the authority of Hazrat Abu Hurairah (may Allah be pleased with him) that the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) forbade placing the hands on the hips during prayer.
حضرت ابوہریرہ سے روایت ہے کہ رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے نماز میں کولہے پر ہاتھ رکھنے سے منع فرمایا ہے۔
Hazrat Abu Huraira se riwayat hai keh Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne namaz mein kolhe per hath rakhne se mana farmaya hai.